Muskurahat

Hai kiya ibadat pane ki chahat
Kiya me har dafa teri hifazat
Na kiya me kabhi koi shikayat
Tu jaise aayat hain jo adalat ki
Pyar me andhe goonge behre
Tarazu me dikhti hain mujhko
Milavat
Chehre par jhuti si dikhti Sajavat diya nahi kabhi mujhe Tune hai rahat Hai laanat
Hairan ab Me tujhse
Nirash nahi Talashti aankhein Hai tujhe abhi
Tu kehti hai badla
Me banda vahi
Na jane kyu badla ye mausam Abhi Na chaukhat pe dikhunga Tere kabhi Chubta hai dil bhi
Pyar ko rakh diya tune hi girvi
Rang badle jaise koi girgit

Mujhko teri
Muskurahat
Se milti rahat
Hai tujhse chahat
Mujhko teri
Muskurahat
Se milti rahat
Hai tujhse chahat

Aankhon se aasu bhi aa jaate
Ye takiye bhi gile se ho jate
Ye rishte kyu kat jate
Dharm ke jaise kyu bat jate
Chehre par dekhu jo teri hasi
Har dafa Zindagi lagti rangeen
Hota na dekh kar tujhko yakeen
Aise koi kaisa yun itna haseen
Ye baate lazees Nighagein Sateek Nibhaate ye rishta jo Hote sharif Ye dil ko kharid na Sakta koi Ya lagade lakho satta Koi Ye pyaar hai kabhi bhi Bikta nahi Par Pyar ki nilaami Tune kari Jeena nhi aise jab Tute yakeen Gaanth padh jaati In dhago ke beech

Mujhko teri
Muskurahat
Se milti rahat
Hai tujhse chahat
Mujhko teri
Muskurahat
Se milti rahat
Hai tujhse chahat



Credits
Writer(s): Aman Dube
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link