Chase
Bas kar raha hoon chase
Zindagi hai ek race
Ye duniya hai double face
Jaane kaise jaane kaise kaise karu face
Dikkat hai kitni dikkat aaj bhi kuchh kaam nahi bana
Nikla ghar se dhundhne ko kaam par kaam nhi mila
Rent pg ka dena mujhko aaj akhiri taarik sarpe
Kismat aisi mitti jisme paani diya par phool nahi khila
Jaane ko dur karta hai mann
Dekhu to mai kya hai jeewan
Chala mai jaau yaad mein aao
Mita ke andar ki chubhann
Tu daaru peeke mast tha
Mai family mein vyast tha
Roz karta mai grind
Leke sapno ka basta
Maa boli jaldi ghar ko aana
Sath mein aaj khana khana
Na banana koi bahana
Humse bhi to Milne ana
Kyu raaste bhatak gaya
Jaha jana tha waha na gaya
Anjaani raho pe chal diya
Mai kho gaya han kho gaya
Bas kar raha hoon chase
Zindagi hai ek race
Ye duniya double face
Jaane kaise jaane kaise kaise karu face
Aaj kari maine khudse baat
Puchha kaise hai tere halaat
Kya tu khush hai teri naukari mein
Ya phir jaana chahta bhaag
Iss moh maya ke panjo se
Ye prem prasang ke lafdo se
2 pal ke sukoon ke pachhdo se
Tu zindagi se mat ro be
Khudse pyaar kar khud ko jaan kar
Rukna mat bas dil se kaam kar
Jisne giraya usko maaf kar
Phirse uth bhagwan ke naam par
Chal chal chal zara saans bhar
Mat khona umeed tu haar kar
Yaha aya kyu usko tu yaad kar
Yaha aya kyu usko tu yaar kar
Afsanay kitaabon mein likhe jo baatein
Sunaaye kise inhe koi nahi jab sath mein
Bas chahu kahi reh na jaaye unsune
Tabhi to bane Gaane likhe ye to raat mein
Bas kar raha hoon chase
Zindagi hai ek race
Ye duniya double face
Jaane kaise karu face
Zindagi hai ek race
Ye duniya hai double face
Jaane kaise jaane kaise kaise karu face
Dikkat hai kitni dikkat aaj bhi kuchh kaam nahi bana
Nikla ghar se dhundhne ko kaam par kaam nhi mila
Rent pg ka dena mujhko aaj akhiri taarik sarpe
Kismat aisi mitti jisme paani diya par phool nahi khila
Jaane ko dur karta hai mann
Dekhu to mai kya hai jeewan
Chala mai jaau yaad mein aao
Mita ke andar ki chubhann
Tu daaru peeke mast tha
Mai family mein vyast tha
Roz karta mai grind
Leke sapno ka basta
Maa boli jaldi ghar ko aana
Sath mein aaj khana khana
Na banana koi bahana
Humse bhi to Milne ana
Kyu raaste bhatak gaya
Jaha jana tha waha na gaya
Anjaani raho pe chal diya
Mai kho gaya han kho gaya
Bas kar raha hoon chase
Zindagi hai ek race
Ye duniya double face
Jaane kaise jaane kaise kaise karu face
Aaj kari maine khudse baat
Puchha kaise hai tere halaat
Kya tu khush hai teri naukari mein
Ya phir jaana chahta bhaag
Iss moh maya ke panjo se
Ye prem prasang ke lafdo se
2 pal ke sukoon ke pachhdo se
Tu zindagi se mat ro be
Khudse pyaar kar khud ko jaan kar
Rukna mat bas dil se kaam kar
Jisne giraya usko maaf kar
Phirse uth bhagwan ke naam par
Chal chal chal zara saans bhar
Mat khona umeed tu haar kar
Yaha aya kyu usko tu yaad kar
Yaha aya kyu usko tu yaar kar
Afsanay kitaabon mein likhe jo baatein
Sunaaye kise inhe koi nahi jab sath mein
Bas chahu kahi reh na jaaye unsune
Tabhi to bane Gaane likhe ye to raat mein
Bas kar raha hoon chase
Zindagi hai ek race
Ye duniya double face
Jaane kaise karu face
Credits
Writer(s): Aman Fankaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.