Dil Se Kalam Pe
Yeah
Fankaar
Seedha dil se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Aaj phir kalam uthaayi tujhse baat karne vaaste
Mai jaanta hu jeevan mein alag hai apne raaste
likhu tujhpe mere pass cheeze bohot hai
Panna tere liye kaafi nahi iska khauf hai
Peena kabka shayar ye chhod deta
Par log kehte aashiq sala peeta bohot hai
Shayri hai tu hi meri tu hi meri kavita
Shabdo ki mere tu hi jaaneja hai rachyata
Sundarta pe likhu to kamaal kardu
Kalam chale tere naam se kitaab bhardu
Iss berang si zindagi ka mukh mod de
Bann titli zindagi mein rang chhod de
Tu chhod de ye duniya daari
Kabhi nhi kaam aani
Sabne hai roka par
Rab ne likhi kahani apni
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Baat baat pe tera rooth ke jaana
Baat baat pe mera tujhko manana
Beet gaya arsa wapas to aana
Chhod de zamana dhundhle bahana
Taaro se dosti raat madhosh si
Kam samay beeta par yaad teri bohot si
Sabko pata tha bas tuhi meri dost thi
Peene jab bhi baithu mujhe yaad teri kosti
Rokna mai chahta tha rok na paaya
Pyaar ke aage ahankaar kyu aaya
Aj bhi mai sochu kiski thi galti
Chhoda tujhe par mai hoon bhool na paaya
Kal ki hi baat lage jab hum paas the
Reh gaye pal bas jo kuch khaas the
Hasta tha chehra tere baad se udaas hai
Khali hua ghada gala sukha bas pyaas hai
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Sharam se
Fankaar
Seedha dil se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Aaj phir kalam uthaayi tujhse baat karne vaaste
Mai jaanta hu jeevan mein alag hai apne raaste
likhu tujhpe mere pass cheeze bohot hai
Panna tere liye kaafi nahi iska khauf hai
Peena kabka shayar ye chhod deta
Par log kehte aashiq sala peeta bohot hai
Shayri hai tu hi meri tu hi meri kavita
Shabdo ki mere tu hi jaaneja hai rachyata
Sundarta pe likhu to kamaal kardu
Kalam chale tere naam se kitaab bhardu
Iss berang si zindagi ka mukh mod de
Bann titli zindagi mein rang chhod de
Tu chhod de ye duniya daari
Kabhi nhi kaam aani
Sabne hai roka par
Rab ne likhi kahani apni
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Baat baat pe tera rooth ke jaana
Baat baat pe mera tujhko manana
Beet gaya arsa wapas to aana
Chhod de zamana dhundhle bahana
Taaro se dosti raat madhosh si
Kam samay beeta par yaad teri bohot si
Sabko pata tha bas tuhi meri dost thi
Peene jab bhi baithu mujhe yaad teri kosti
Rokna mai chahta tha rok na paaya
Pyaar ke aage ahankaar kyu aaya
Aj bhi mai sochu kiski thi galti
Chhoda tujhe par mai hoon bhool na paaya
Kal ki hi baat lage jab hum paas the
Reh gaye pal bas jo kuch khaas the
Hasta tha chehra tere baad se udaas hai
Khali hua ghada gala sukha bas pyaas hai
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Ye khat mera dil se kalam pe
Tere jaisi na koi mili kasam se
Tumhi ek the jo mere sanam the
Aaj bhi hum ghayal ghume sharam se
Sharam se
Credits
Writer(s): Aman Fankaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.