Yaadein

Mushkil toh hai badi, doori jo hai badhi, tera na hona mai
Aise kaise sahu
Vo yaadein roz ki, jab pass tu mere thi, mann se mere main ab
Aise kaise nikalu

Kehti hai ye duniya, toote dil ki kahani
Sabse mushkil hai bhulana
Par jab do dil ho raazi, unse halaato ki doori
Ka dard bhi kabhi puchona

Yaadein jo sataaye
Aankhe band karu
Dekhke muskuraaye
Dil tujhe kyu

Dil ko darr rehta hai
Bhul na jaaye tu
Nayi baaton meeee
Purani yaadon ko

Jab baat ho koi, pehle kahu tujhse hi, tu ab jo hai nahi
Ye kisse kisko sunau
Mann ye mera abhi bhi, karta hai zikra tera hi, ye naye kaayede
Issko kaise samjhau

Kehti hai ye duniya, ghar paisa gaadi bas ye hi
Dil ko khush rakhne ka ik zariya
Par kairiyat jo teri, sunlun fir tum rooh se meri
Khush mai kitna hun kabhi puchona

Yaadein jo sataaye
Aankhe band karu
Dekhke muskuraaye
Dil tujhe yun

Waqt bhi tham sa jaaye
Jab dikhe tu
Ab vahi jannat haan hai
Jahan ho tu

Saansein band hai, tujhko dekh meri
Aankhein num hai, teri bhi haan
Kya sab dedun jo ye pal yahi tham jaaye
Ye hi toh sitam hai iss waqt ka

Ab jo tere jaane ki aayi baari
Tere aane ka shuru intezaar
Saari baate, jo rehgayi adhuri
Shayad ye aansu karde bayan



Credits
Writer(s): Bishwesh Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link