Aawazein
Ghoomu piche dekhu meri zindagi ko
Sab hai barbaad mujhe sochne do
Uljhi hui Zindagi suljhaau kaise
Meri harkatein mujhe taake kase
Ghoomu piche dekhu meri zindagi ko
Sab hai barbaad mujhe sochne do
Uljhi hui Zindagi suljhaau kaise
Meri harkatein mujhe taake kase
Kaash mere paas hoti time machine piche jaata
Haathon ki lakeerein bebuniyad unko mita aata
Main hi tha wo jo gaya main ke khilaaf
Aaj ban gaya jihaad apni zindagi ko khaana chaahta
Bahar nikla dekhi duniya kaafi badi jagah hai
Sona chaahu chain se ye shor mujhe jaga de
Beete kal ko tu aaj aake fannah de
Aitbaar hai khud pe naa khaamoshi ki wajah ye
Khayaalon mein gum kuch bhi theek nahin
Beats karu download paise bache lease ke nai
Dimaag mein ye saari baatein chal rahin
Likhun kaise aage gaane sunn kar lagta feel hai nai
Baithta main roz apni kursi par
Sochta main kitni dafa aankda hazaar upar
Ikhlaas mujhe mere roll se
Ungliyon ke beech leke bhool jaata hoonth chu kar
Ghoomu piche dekhu meri zindagi ko
Sab hai barbaad mujhe sochne do
Uljhi hui Zindagi suljhaau kaise
Meri harkatein mujhe taake kase
Ghoomu piche dekhu meri zindagi ko
Sab hai barbaad mujhe sochne do
Uljhi hui Zindagi suljhaau kaise
Meri harkatein mujhe taake kase
Ye mausam ye baarish bas kuch samay ki baat hai
Beetna hai pal ye bhi beetni ye raat hai
Shareer se zameer ko bhi chordna hai yaad hai
Tabhi toh jiyun zindagi jaise na mile baad mein
Jo karta tha shor kaafi rehta hai wo chup sa
Khaamoshi ki daud mein bhi reh jaata wo gum sa
Ghamand ki deewarein usey fainke chile ghutna
Wo chaahat nahin hai tabhi chaahe nai wo rukna
Aaj bhi aawazein aati dhuein mein sab dhund sa
Shareer bhi kamzor shaayad ab bachi nahin hain shaktiyaan
Umeedon se door hai nikat nahin shuddhata
Khangaal lo shareer kabhi ruka nahin waqt sa
Hosh mein rehna chaahun zindagi mein kasht hain
Par karna chaahun sahi saali zindagi hi nasht hai
Par thodi si umeed mere andar bhi bachi thi
Shaayad wo bhi na bachi hai ab toh umeedein bhi bhrasht hain bas

Credits
Writer(s): Subhesh Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.