Miloon Door Se

Baatein hoti kabhi kam
Kabhi hoti hai zyada

Hmm

Milo dur hui jo halchal
Toh dil mera kyu muskurata

Baatein hoti kabhi kam
Kabhi hoti hai zyada

Milo dur hui jo halchal
Toh dil mera kyu muskurata

Tu nahi par tera gam
Mehsoon karloon
Main miloon door se

Hathoon ki lakire nahi
Yeh ankhe padhloon
Main miloon door se

Yeh doori majboori toh nahi
Hissa hai humara
Yeh intazaar ki kitabein adhoori toh nahi
Pura kissa hai humara

Yeh miloon ke fasle main rooz
Mann hi mann me paar karloon
Teri ek jhalak ke sahare
Har din tera intazaar karloon

Aaj fir main tere
Khayalon ke saath
Tujhe dil ke paas rakh soojaun
Kal fir main naye
Sawaloon ke sath
Jaga kar tujhe yun satau

Baatein hoti kabhi kam
Kabhi hoti hai zyada

Hmm

Milo dur hui jo halchal
Toh dil mera kyu muskurata.



Credits
Writer(s): Mayank Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link