Khuda Hai

Chaha Manga Sajde kiye
Maine o jana kitni dafe
Teri haseen adaao pe maine o jana charche kiye har hi jagah har hi dafe
Andhiyaare Raaston pe ujiyara ban kar chalta raha
Sang Tere Sang Tere
Chhoda Jo tune toh dar sa gaya Tham sa gaya tha main yun
Palke jhuki thi aur aankhe thi nam
Phir sochta tha ke kyu
Palke uthayi aur dekha zara Kitni hasi waadiyaan hain
Tere Alaawa bhi duniya main karne ko kaafi nasha hai
Tere alawa bhi duniya mai padhne ko kaafi dua hain
Tere Alawa o jana meri duniya hi jaise maza hai
Jo bhi hua hua hai sahi
Yeh bhi tha hona zaruri
Kamiyan jo jeene main sang thi tere
Hone lagi hain wo poori
Sang na hai tu na hogi kabhi itna to mujhko pata hai
Khushiyan hain ab mere sath khadi
Sang jo mere ab khuda hai



Credits
Writer(s): Gautam Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link