Zamana (feat. N'VIN, Hr!shi & Akshay)
Kuch kittabo ne kuch to khali panne sikhaya
Saalo pehle the jo mere sapne bhikre
Gin gin k jinko rakkha tha mutthe se hai ab fisle
Mai to ye na Janu
Na Dil mera bhi jane
Ke kho gaye kaha pe
Bichde hue zamane ke chalte
Aspasth ye "zanjire"
Mandiro par lag gyi zanjire
Mann bhage jab tab hum kaha phire
Ghar chodh kar banae hum mazhile
Bohot badi bohot duur, har kasme waade se duur(duur)
Mere saare pyare bandhu gaye shoo-shoo
Mere sab tanaav ko mai gaya bhool
Ekaant ki thand lagi hua mai vooh
Jaise koi paas hi nahi tha
Fir akele khudh ko kamre meih yu paya mai
Ab toh dhundu kisi ko jo mile uuse haske gale se lagaya mai
Chahate tum pashchimi pana
Kehelaana chahate ki hum hai nigga-giro
Bete tum Kaale kabhi hi nahi the, bas thode se saawle ho
Bas Bhoore raho
Ye zameen se ho toh zameen se Jude rho
Ye sharir ko kitna kapdo se dhako
Tum ne ander ki kaleen chupake rakhi hai uuse chodo zameen pe bhikro
Zamana ye karra samarpan
Ek duusre ki kaate hum gardan
Zinda kum jyada jhoote hai logg
Khade hum peeche, kare swayum-samarthan
Haan saalo pehle the jo mere sapne bhikre
Gin gin k jinko rakkha tha mutthe se hai ab fisle
Mai to ye na Janu
Na Dil mera bhi jane
Ke kho gaye kaha pe
Bichde hue zamane ke chalte
Haan mere mann ke taano mein yu tadapta
Har tarf se mai hu kadak sa
Jo apne paani mein hi pigalta mai uss baraf sa
Par Apne gaano mein hai bharosa toh waqt kyu du naseeb ko
Mai arth lekarr ateet se, ab toh shabd deta sangeet ko
Par kis tarike ka kasht kisko ye kaun samjhe
Hai zamana ye maun baitha, ye zamane mein kaun kaisa, ye daur aisa ki
Gaddaron yaha takht milte
Talwaron ko yaha rakht milte
Dukh mein duniya agar hai tabhi toh sala
Bhagwano ko yaha bhakt milte
Karz hai Zinda, hum marte kishton mein
Dard, chintaaa amar hai rishton mein
Vishh barasta kyu humein nhi pata
Jiya kaun mara kaun mujhe kaise pata
Mujhe pata hai ki mujhe kuchh nhi pata
Sare zamane ki katha kare mujhe khafa
lekin ek hum kaha? ek jaise hum
Tere jaisa mai mere jaise tum
Haan saalo pehle the jo mere sapne bhikre
Gin gin k jinko rakkha tha mutthe se hai ab fisle
Mai to ye na Janu
Na Dil mera bhi jane
Ke kho gaye kaha pe
Bichde hue zamane ke chalte
Kuch kittabo ne kuch to khali p ne sikhaya
Maine magar ye hai jana ke sab hai wo begana
Kuch logo se aur kuch maine khali pan se hai jaana
Kal tak tha jo, mera wo, tha wo bita zamana

Credits
Writer(s): Hrishikesh Patel
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Zamana (feat. N'VIN, Hr!shi & Akshay) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.