Wipatti

Insaan ki duniya chalaraha haiwan
Kal nahi khush musibat main hai jawan
Insaan ki duniya chalaraha haiwan
Kal nahi khush musibat main hai jawan

Education aur insaan ka ho raha neelam
Kutte aur jute ka usase jyada hai daam
Fir bhi nahi karane dera boss a aram
Jindagi a puri meri hogayi haram
Hato pr hat rakhake baitha sara a Awam

Meri dill ki bate aaj horahi katan
paisa hota sara 15 din mai khatam
kya karu kaise karu paise mai gathan
kal buri halat mai kya kar raha a watan

Sab ke akho mai bandhi patti hai
Educated logo ki halat beijjati hai
Abhi tak shasan mai lagi nahi batti ye
Berojagari yahi badi desh mai wippati hai

Insaan ki duniya chalaraha haiwan
Kal nahi khush musibat main hai jawan
Insaan ki duniya chalaraha haiwan
Kal nahi khush musibat main hai jawan

Kaam ke naam pe shoshan hai chalu
Company ke bheje mai bate mai dalu
Engineer se jyada kama raha tapari wala kalu
Ghis ghis ke degree li kya ab result mai sambhalu
Ab mai bata kab mai kamalu
Maa baap ke sapane kaise mai palu

Jeeye kaise din be kharache hote gin ke
Kaam hota chin ke ijjat bhi ab hin hai
System jalim sara hame dikhata nahi ujala
Nahi khane ko niwala pura unhone ubala

Ghar wale gujar gaye chutti hotti kam
Sambhalu ghar ko ya jau kaam
Iss sawal ne kar rakha hai naak mai dum
Insaan ki duniya kahu to aati hai sharam

Kranti ke liye laya mai geet
Har jagaha chalata yaha pe cheat
Paisa nahi kuch nahi dimag mai bate hai fit
Sacha adami Q nahi pata yaha jeet

Insaan ki duniya chalaraha haiwan
Kal nahi khush musibat main hai jawan
Insaan ki duniya
Insaan ki duniya



Credits
Writer(s): Sushant Naik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link