Bombay Se Bihar

Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane
Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane
Aaye sha-lo-ka tamasha hoga
Tamacha hoga kala ke preet mein
Gaye sha-lo-ka khulasa hoga
kharaba hoga balla ki beat ye
Kalam kare kallol
Kalam kare crore
Param bane katthor
Bharam lage bhughol
Kadam chale be dol...
Aah...
Chalkat jaye gagri kala ki meri
Ghahri chalaki teri kehte ho bhai bhai
Gaflat bhai, sakni be baaki meri
Charas hi khurakhi meri kheech te ho haye haye
Khai jaye muje zakham
Khanjar ki nokh se cheera jo peeth pe
Chaati laga ke
Ye jaati tera hai
Le haathi khada hai
Ye maati mera hai
Le baati bana ke baaton ko mere
(Xxxx)
Jinhe kaam pe mere ashanka
Rang lahu sa lage daaman ka
Mein garv hoon har ghar aangan ka
Ye bhi kala hai ek gaayan ka
Mein mantra sedh tere maran ka
Ahan kare jo aham mare
Jaise anth hua uss ravan ka...

Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane

Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane

Aaya hai shetty to baate banegi
Aur jhate jalegi to raaten chalegi
Mithe me humko sirf cahiye Jalebi
Thekke ko kehte hum muh pe farebi
Khali khoti pateli
Apan to sab se atrangi
Apne ko nai cahiye gardi
Nahi cahiye wardi
Hai bohot sari charbi
To kyu bante chamdi
Jao kar lo nasbandi...
Sha-lo-ka mere pandit
Mar mantar karwa de
Hiphop se shadi
Deraa nahi dhamki
Lekin ek ek line pe dhyan hota kaafi
Khopdi se sanki
Maine tod dali cheelam aur fek daali saafi
Dikha mai funky
Lekin bulate anna
Nahi pehnta mai lungi...
Bachkane 16-17 saal ke
Sekh ne umar me
Sekhane chal pade
Ded shane bhare pade
Lage sare ghorpade
Talpade, chal pade
Baate meri lage bad bad hai
Gad bad hai sunne mein
Mere gaano mein kuch to matlab hai
Pura dhyan cahiye samaj-ne-mein
Warna
Tere mein
Shayad
Thodi kam akkal hai...
Chal

Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane
Bombay se Bihar bajenge ye gaane
Bombay se Bihar banenge diwane



Credits
Writer(s): Sagar Shetty
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link