Teri Yaadein

Teri yaado ke saaye main hoon lapata
Teri yaado ke saaye main hoon lapata
Aa bhi jaa o khuda mere yun na sata
Tanha hai ye dil tujko dhundhu kaha
De tu saza hamanava mere hui gar hai khata
Teri yaado ke saaye main hoon lapata

Tere sang hi main jeena chahu
Sang tere hi main marna chahu
Na rhe ye duriya na tu ho khafa

Ooooo

Hai jo baate kuch mere dil ki
Sang tere hi main krna chahu
Meri Tu hi hai zameen aur tu hi aasmaa

Tujhse juda hokar main ab khudka hi na raha...
Hun main musafir ab ye safar mein kahi gumshuda
Ab raahi ki duniya mai tu hai khuda
Aa bhi jaa o sanam mere yun na sata
Itna karib hokar kyun tu door jaa raha
Teri yaado ke saaye main hoon lapata

Oo ajnabee... Tum milo na yun yahii
Hai jo baate unkahi. To Suno na tum kabhi

Oooo

Waqt ke .haatho me rukta nhi
Pal do pal ki zindagi
Phir mile na hum kabhi...

Hoooooo Yaado ko teri main mita kar
Khushboo ko teri main bhula kar
Muh mod kar aakhir
Jaun kahaaaaan...

Tere sang hi main rehna chahu
Tujh se ye bas kehna chahu
Tu hi rehmat meri tu hi hai duaa

Ooooo

Tujme hi ab milna chahu
Saya banke rehna chahu
Tujpe kurbaan tujpe main hu fanaa

Tujhe paane ki chaahat me hua kyun bewafa
Tujhse juda hokar main ab khudka hi na raha...
Aa bhi jaa o sanam mere yun na sata
Ab tu hi nhi toh dikhe kyun saau dafa
Sanso se lipta tha main kabhi... ab na raha...



Credits
Writer(s): Raahi (amit)
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link