Farak Nahi

farak nhi mere jesa in bando me dum nhi
chal bhai tujhe sikhata me kis likhata chal

kaam dekho sabka to ye soche me najar
rakhta
bina kaam dekhe bhi me in sabki khabar rakhta
ghamand rakhta khoni likhari iss baat ka ghamand rakhta
jabar karta lagta mujhe kabhi kabhi me
in rappero pe jabar karta

muh na mod me aane wali moat teri
sidha chala raste pe nasle gaalib bhot tedi
bhoj me bhi khudki hi baato pe ho bhoj me bhi
so easy mujhe gaana banna aaj bhi lagta hai so easy
fuck bc they all pretend like they so busy
are busy nhi bas bahane ye bana re
me open challange rakha
aur ye muh apna chupa raha hai bata rahe
sabko mere bare ye jhut baata rahe hai
daafa rahe k-town ke underground se
ab bacche daafe re
tawayaf hai ye nachne wale tawayaf
karamat hai mujh pe rab ki aur mere sunne walo ki karamat hai
bagawat hai meri taraf se tum sab par
aaj pehli dafa ye bagawat hai
riwayat ye face off karna ye bhi seen ki
riwayat sadakat shikayat hai in ladko mere gaane se shikayat hai ...

farak nhi mere jesa in bando me dum nhi
ye pitte chilam inke pass peene ko dum nhi
are kam nhi mere bars abhi bhi kam nhi
chal bhai tujhe sikhata me kis likhata chal

kar bhai kar bhai kaam to dil se kar bhai
mar bhai mar bhai ye beat udhar karz aada kar bhai
nar bhai nar bhai ye mada hai hum yaha nar bhai
dar nhi dar nhi me to bhul chuka sab kuch
mujhse to na dar bhai
deta me shot to bhage sale buht
door tak
kabhi na hota hai kam ye noor ab
mashoor ab pure k-town me mashoor ab
guroor ab nhi hota mujhe hai guroor ab
ab tu mujhko chotu bol
chup kyo betha bete apna muh khol
to bol teri bari ab to bol
fuck off nhi dena mujhe inhe fuck off...



Credits
Writer(s): Chotu Lala
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link