UTTAR

Main tujhpe marta tha, tu AASMAN pe Marti thi
Main saare chod aata aur tu ek RAWA pe marti thi

Main tujhpe marta tha, tu AASMAN pe Marti thi
Main taare tod lata aur tu CHANDRAMA pe marti thi

Main tujhpe marta tha, tu KARWAAN pe Marti thi
Main saare chod aata aur tu ek RAWA pe marti thi

TU
Aajana baho me tere siva yaha BIZARE hai saare
Main kehta vo kisse hamare in laundo ke liye misal hai saare
MAIN
Rah dekhu teri yaha tere siwa yaha BEGANE hai saare
Main saaro ko kehta main tera tu meri ye baatien AFSANE hai saare!
Tu ruthi kyu mujhse kyu kehti main tere alawa kisika RAWA ni?
Ye tere benaami ki wajah gawa du JI TERI HUZURI ye meri RAZA ni
Main sehta vo taane bhi kaafi MOHABBAT se
Raato parakta NISHA ki RAVANI
Tu aati ni magar me rah baitha ha kar
Dedu har KHUSHIYA diladu navaari!
Main kehta tha tere se pehle hai music tu sunke SHADMA laati
Tu pehle fisalti aur mere hi gaano ke badle ARADHANA laati
Ye kehte main deta AASUDGI music ke zariye aur chain bhi pate
Tu kehti main deta ni samay, kaha jaate pal bhi NAIN ni paate
Tu karti thi baatien main sunta,shikayat jo karti main ghutne tekta
MAIN ud chala main kahi aasman me ban panchi tujhko waha ab bhi dekhta

Main tujhpe marta tha, tu AASMAN pe Marti thi
Main saare chod aata aur tu ek RAWA pe marti thi

Main tujhpe marta tha, tu AASMAN pe Marti thi
Main taare tod lata aur tu CHANDRAMA pe marti thi

Main tujhpe marta tha, tu KARWAAN pe Marti thi
Main saare chod aata aur tu ek RAWA pe marti thi

In saaro se pare me tera MIZAZ kavita ke baad me hai
Insano ke bhati RUBAB na mera SARITA ke paar pe hai
Na sehta main gali kisiki na deta kisiko bina bole khatam tu
Bekar ki bhasad na seedha hi bhedu ek saans me paida se khatam tu
Main URDU pe marta va HINDI pe jaan du KALAKARI basti khoon me
KAVITA bhi karta GAZAL bhi SHAYAR bhi dilse main RAPPER hu khoon se
Sab kehte main Awara Gito pe Samay gawata fisalra hai aaj ye
42va gaana ye khatam aur kehte main chod du acha mazak ye!
Kalakari kalam karati khurafati kanooni kaede kaayke?
Kehelate khudake KAASID kali kartute khudake kaayke
Kai kehte kalam ki khaatir
Kai kehete kaano me kaali kapute
Kafan kahan kaano kaan khabar ni
Khoya na murde kaayke

Ud chala hu tere soch ke pare hu ab main
Aasman main udte panchi ki FATEH hu ab main
Shayarana lagta ek pawan ke jhoka
Aur khudme me mar chuka khud khuda ki ek FAREB hu ab main

Tera bhai ka naam hi kaafi
Tere bhai ka raub hi kaafi
Main chalu koi aadi to kehdena ab tere bhai ka kaam hi kaafi!

Main bohot kuch seekhta aajkal
Kuch chahta ni bas ek kaam kar
Tu na kehti mujhe rozana main ha kehta meri 2 GEDIYA saaf kar

Pare hu ab main
Fateh hu ab main
Shayarana lagta
Fareb hu ab main

Pare hu ab main
Fateh hu ab main
Shayarana lagta
Khud Fareb hu ab main



Credits
Writer(s): Stamp
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link