Azlat
Dil usko diya maine
Aitbaar vo jesa kisi pe na kiya maine
Pyaar kyu krta vo gairo se
Abb Lgta hai pyaar
Usko kyu kiya maine
Vo chahta sadna hai dhoop me
Mai baadal si chaanw use deta hoon
Vo chahata chala aangrao pe
Pairo ke nicje main haath rakh deta hoon
Patli se bandhe hume dor hai
us dor ka pakda maine choor hai
Uska kisi or ko pyaar
Kre is dor ko or kamzoor hai
Aansu mere uske dikhte nhi
Mai bhi inhe us se chupata hoon
Deeth thoda sa dil hai yeh
Uski hasi pe mai kyu has jata hoon
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Vo aatish nazare se
Maanga tujhe tute taare se
Maangu bas yehi fariyaaden main
Bhuladoon tere vaade saare main
Jaana tha tune to mujhko to chod deti
Jaana tha tune to mujhse mukh mod Leti
Aadat teri lg gyi aaisi
Taanhi me bil aansu aankhein ro leti
Na pal aisa ab dil mera na roye
Yeh gaana likhye time maine paane bhi bhaut bhigoye
Log kehna chahate rehte tum khoye khoye
Kaash meri rooh le chain or ab soye
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Aitbaar vo jesa kisi pe na kiya maine
Pyaar kyu krta vo gairo se
Abb Lgta hai pyaar
Usko kyu kiya maine
Vo chahta sadna hai dhoop me
Mai baadal si chaanw use deta hoon
Vo chahata chala aangrao pe
Pairo ke nicje main haath rakh deta hoon
Patli se bandhe hume dor hai
us dor ka pakda maine choor hai
Uska kisi or ko pyaar
Kre is dor ko or kamzoor hai
Aansu mere uske dikhte nhi
Mai bhi inhe us se chupata hoon
Deeth thoda sa dil hai yeh
Uski hasi pe mai kyu has jata hoon
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Vo aatish nazare se
Maanga tujhe tute taare se
Maangu bas yehi fariyaaden main
Bhuladoon tere vaade saare main
Jaana tha tune to mujhko to chod deti
Jaana tha tune to mujhse mukh mod Leti
Aadat teri lg gyi aaisi
Taanhi me bil aansu aankhein ro leti
Na pal aisa ab dil mera na roye
Yeh gaana likhye time maine paane bhi bhaut bhigoye
Log kehna chahate rehte tum khoye khoye
Kaash meri rooh le chain or ab soye
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Koi is dil ko please samjha do na
Koi is dil ko please phusla do na
Jo saath mere rha hi nhi
Koi uski yaad ko dil se mita do na
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Pagal tere piche mai nahi nahi
Sunu dil ki mai nahi nahi
Chupau mai dil se ke
Pyaar maine bas kiya tujhse hi
Credits
Writer(s): Ujjwal Dhariwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.