Banjara
Sab kuch toh tha sahi
Tere mere darmiyan
Haathon mein hath tha
Ik hi tha rasta
Shamein bhi khushnuma
Roshan si thi subah
Tera chehra jaise tha
Mere liye koi dua
Kyun khafa, tujhse mein hua
Dil mera puche mujhse sawaal
Mere khamiyon me dhundta raha
Tujhse judaa hone ka bahana
Banjara Banjara Banjara tha mein Banjara
Banjara Banjara tha mein Banjara
Khamoshi teri.hai laazmi
Jeena bin tere seekha nahi
Khamoshi teri hai laazmi
Jeena bin tere seekha nahi
Ab jo hoon tujhse door
Rehta hoon main udaas
Main kitna matlabi tha
Hogaya mujhse ehsaas
Sab kuch toh tha sahi
Tere mere darmiyan
Haathon mein hath tha
Ik hi tha rasta
Kyun khafa tujhse mein hua
Dil mera puche mujhse sawaal
Mere khamiyon me dhundta raha
Tujhse judaa hone ka bahana
Teri galti nahi hai yaara
Main nikla banjara
Ishq ke naam pe diya hai dhoka
Main bhi hoon pachta raha
Teri galti nahi hai yaara
Main nikla banjara
Ishq ke naam pe diya hai dhoka
Main bhi hoon pachta raha
Tere mere darmiyan
Haathon mein hath tha
Ik hi tha rasta
Shamein bhi khushnuma
Roshan si thi subah
Tera chehra jaise tha
Mere liye koi dua
Kyun khafa, tujhse mein hua
Dil mera puche mujhse sawaal
Mere khamiyon me dhundta raha
Tujhse judaa hone ka bahana
Banjara Banjara Banjara tha mein Banjara
Banjara Banjara tha mein Banjara
Khamoshi teri.hai laazmi
Jeena bin tere seekha nahi
Khamoshi teri hai laazmi
Jeena bin tere seekha nahi
Ab jo hoon tujhse door
Rehta hoon main udaas
Main kitna matlabi tha
Hogaya mujhse ehsaas
Sab kuch toh tha sahi
Tere mere darmiyan
Haathon mein hath tha
Ik hi tha rasta
Kyun khafa tujhse mein hua
Dil mera puche mujhse sawaal
Mere khamiyon me dhundta raha
Tujhse judaa hone ka bahana
Teri galti nahi hai yaara
Main nikla banjara
Ishq ke naam pe diya hai dhoka
Main bhi hoon pachta raha
Teri galti nahi hai yaara
Main nikla banjara
Ishq ke naam pe diya hai dhoka
Main bhi hoon pachta raha
Credits
Writer(s): Rohit Shetty
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.