Akela

Khoya hoon raahon mein
Dhundhu main raasta
Na mile mujhe raaste
Na khud ka pata mila
Kyu sochu baatein woh
Jo aaye raas naa
Khudki hi raahon mein
Main khud laapata hua
Manzil ek taara hai
Jo door mujhse hai rehta
Darr lagta hai mujhe
Kahi ho na jaaye sawera
Manzil pe taala hai
Inn raasto mein andhera
Yaha dhundhu chaabi
Naa saath koi
Main ho chuka hoon akela
Manzil se doori hai zyada
Mere paas hai kam waqt
Shayad sahi ye raahein nahi
Ya shayad main hi hoon kam bakht
Kab waqt aayega mera
Yahi sochke sahe hum dard
Peeche sabhi nikalein kami
Par saamne bante hain humdard
Par kabhi mene seekhna na rukna
Par nahi fir bhi chaahu main udna
Main hoon woh toota taara jo puri
Kare khudki khwaishein aur chahe na judna
Jo bhi seekha mene girke hi seekha hai
Yaha seekhne ka yahi ek tareeka hai
Main beeta kal aaj nahi jeeta
Fikar mujhe kal ki kal bhi toh jeena hai
Ab kya hai galat sahi
Mujhe padhta farak nahi
Andhere mein dikhe mujhe noor
Use paane ka fitoor
Par hoo kaafi door main
Ab kya hai galat sahi
Ab hota sabar nahi
Andhere mein dikhe mujhe noor
Use paane ka fitoor
Par hoo kaafi door main
Manzil ek taara hai Jo door mujhse hai rehta Darr lagta hai mujhe
Kahi ho na jaaye sawera
Manzil pe taala hai
Inn raasto mein andhera
Yaha dhundhu chaabi
Naa saath koi
Main ho chuka hoon akela



Credits
Writer(s): Mc Triggered
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link