BAAZ
Duniya lagi hui Eid ke maahaul men
Ek hum jo teri deed ke maahaul men
Kya-kya likh deta hoon neend ke maahaul men
Main aane ke liye raazi hoon mureed ke maahaul men
Baitha rahta hoon ummeed ke maahaul men
Tu paani tak nahiin puuchhti yazeed ke maahaul men
Lage pade ab sangeet ke maahaul men
Ham haarne ko raazi hain is jeet ke maahaul men
Main khud talaash men, milen mujh jaise log nahiin
Main ek bahaar aur tu mausamon ko rok nahiin
Tu ik pahar meri soch men sama hua
Main likhoon sher, tujhe shaa'iri ka shauq nahiin
Dekhoon aaina to hota hai malaal mujhe
Wo maazi baney, jinse poochhna tha haal mujhe
Rab ka waasta, na mushkilon men daal mujhe
Soch qaidi banaaye, aa, kar bahaal mujhe
Kya kamaal mujhe, ye meri aajizi hai
Main udoon aasman pe, duniya meri kaaghazi hai
Tu soche baarey mere, munh pe anjaan bane
Main sb jaan ke bhi chup, ye meri saadgi hai
Rakh diin aage tere jo bhi muraaden hain
Tum bhi poori kahaan ab, ham bhi thahre aadhe hain
Chand safon ki baat mukti muqaaten hain
Tum padhti nahiin ho, warna ham khuli kitaaben hain
Cheezen kaun si insaanon se bachti hai
Doobne se dare wohi jiske paas kashti hai
Be-wajah kin cheezon men ulajhti hai
Aao baitho, saaath piyo, weed tum pe jachti hai
Let me talk to you
Drop like it's hot, baby, lock me up
She got her legs around me, koi baat nai ab
Ham kho chuke ek-doosre men, koi raaz nai ab
Aate baaz nai ab, yeah
Aate baaz nai ham
Milte logon se mizaaj nai ab
Jab bhi tu saath, aate baaz nai ham
Aate baaz nai ab
Duniya jaane mere raaz bhi ab
Jab bhi tu saath, aate baaz nai ham
Aate baaz nai ab
Je gawaah, qalam utha yaar ke liye (yeah)
De dawa, aaye hain ilaaj ke liye (yeah, yeah)
Baad-e-saba chali muddaton ke baad
Ham likh liya karte the geet intizaar ke liye
Rhymes jaati raaegaan ab (word), aur ham jaaen kahaan ab
Mai-kade men mahtaab, the nights young (young)
I drink the pain away, jo rahta hai I hide it (yeah, yeah)
Zehni sukoon dhoondta hoon, hope I find it
Too much on my plate, ye lines aligned hain
Ladke bheje hate, aur utha len chaar faaede
Khayaali pulaav pe launde phailaaen raaete
You're married to the game, par wo jaake baithi maaike
Main baitha sochoon about the impact, the influence (yeah, yeah)
In sab men meri jhalak, main sab se mukhtalif (sab se mukhtalif)
Wo mohabbat men mubtala aur sunte mustaqil
Hustle aur consistency pe careers ye mushtamil (facts, facts)
Kya aasaan thi maut?
Kya ek umar thi ya bas ek gham-e-shaam thi maut?
Koi ta'aaruf hua ya phir gumnaam thi maut?
Tum jeete-ji mare to wo to naam ki maut
Mere shahar men to ek waqt pe aam thi maut (yeah)
Kala ko rulaaye kalaakaar ki maut (yeah)
So, my brothers, ride with me while the safety's off
Agar aa rahe ho, this better be worth the cause (worth the cause)
Wo dete kyuun aawaaz nai ab? (Nai)
Dil-bardaashta, sirf udaas nai hum (nai)
Tum ho yaad humen, tumhen aate yaad nai hum
Smoke trees pura din, aate baaz nai ham, yeah

Credits
Writer(s): Talha Anjum, Talhah Yunus, Jokhay, Jahanzaib Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.