Chalta Raha
Hasi nahin
Chehre pe dard hai
Saansein dheemi
Hawa thodi sard hai
Baahon mein se ret sa
Fisal raha samay hai
Thak ke chaahe gir bhi jao
Baithna na humein hai
Fizool mein main chalta raha
Kaanch si jo toote woh ummeed hai yahin
Dil kahin bhi chhod aao chubhta har ghadi
Laash si jo ghoomti woh bheed hai yahin
Woh bheed hai yahin
Woh bheed hai yahin
Rok kitna bhi lo chhodega wahi
Chaaha jaan se bhi zyada ab woh aur hai kahin
Waqt tha badal gaya main aaj bhi wahi
Main aaj bhi wahi
Main aaj bhi wahi
Raat ke samay ka woh khayaal tha bana
Mann ke kisi kone mein daba tha woh pada
Aahaton se apni de woh mujhko jagaa
Yaad fir karaaye jo bhi tha tab hua.jo hua
Main chalta raha
Main chalta raha
Raasta woh kaanton sa tha chubha
Par jaan abhi baaki hai
Zeher sa mujhko khaa woh gaya
Par jaan abhi baaki hai
Manzil bhi ho gayi thi laapata
Par raah abhi baaki hai
Par raah abhi baaki hai
Main chalta raha
Chehre pe dard hai
Saansein dheemi
Hawa thodi sard hai
Baahon mein se ret sa
Fisal raha samay hai
Thak ke chaahe gir bhi jao
Baithna na humein hai
Fizool mein main chalta raha
Kaanch si jo toote woh ummeed hai yahin
Dil kahin bhi chhod aao chubhta har ghadi
Laash si jo ghoomti woh bheed hai yahin
Woh bheed hai yahin
Woh bheed hai yahin
Rok kitna bhi lo chhodega wahi
Chaaha jaan se bhi zyada ab woh aur hai kahin
Waqt tha badal gaya main aaj bhi wahi
Main aaj bhi wahi
Main aaj bhi wahi
Raat ke samay ka woh khayaal tha bana
Mann ke kisi kone mein daba tha woh pada
Aahaton se apni de woh mujhko jagaa
Yaad fir karaaye jo bhi tha tab hua.jo hua
Main chalta raha
Main chalta raha
Raasta woh kaanton sa tha chubha
Par jaan abhi baaki hai
Zeher sa mujhko khaa woh gaya
Par jaan abhi baaki hai
Manzil bhi ho gayi thi laapata
Par raah abhi baaki hai
Par raah abhi baaki hai
Main chalta raha
Credits
Writer(s): Sankalp Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.