Tinka

Tinke ki tu ninda na kar
Pairon thale jo hai geera
Kabhi udake ankhiyon me aa gire
Tho zakhm kare gehara

Tu jaaye jahaan is duniya mein
Buniyaad bhool na apni
Tu nakal kare kisi aur ki
Tera wajood koi nahi

Jaath na pooch saadho ki
Pooch kithna hai gyaan
Taarif kar talwar ki
Pade rehande uska myaan

Badi badi kithaabein rakhke
Pandit bane na ladke
Dhaai akshar prem ke padke
Banja tu gyaani hatke
Man mein tu sayamm rakhle
Kaam krodh ur lobh se bachle
Kyunki kyunki
Kyunki bigadi baath kabhi na banthi
Fata doodh makhan na nikalthi
Khoje tu bura is duniya mein
Par dhoond saka na koyee
Khud mein kabhi tu jhaank le
Tujhse bura na koi

Tiinke ki tu ninda na kar
Pairon thale jo hai geera
Kabhi udake ankhiyon me aa gire
Tho zakhm kare gehara



Credits
Writer(s): Praveen Musai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link