Ae Dil Bata
Ae Dil Bata
Tu mera hai ya hai uska
Jo sunn raha uski
Zara sunn bhi le meri kabhi kabhi
Sochu main agar
Doobh jaaun main iss kadar
Inn aankhon mein teri
Tere khayal bas khayalon mein
Beetein yeh din sawalon mein
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Bewajah muskuraaun main
Kyu yuhi gungunaun main
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Dekha tujhe dil kaabu mein rahe na
Har raat yun khwaabon mein rehna
Har dum mulakatein
Bandhi kitni saari baatein
Har pal mere baahon me rehna
Sab sunoon tera manu main kehna
Door tujhse na jaane tu kehna
Samjhi na alfaaz yeh
Badhe tujhse faasle
Afsos inn baaton se haina
Aur yeh dil tu soch zara
Usse dekh na yun hosh gawa
Bahana du main roz naya
Bata yeh mujhe ho kya raha
Tere bin din hote saza
Aise kyu tum hote khafa
Kyu tu roothti yeh toh bata
Ho tu gham me toh du main hasa
Dil mera aaj kal
Apna sa na lage
Jitna Samjhaaun main
Tujhko hi chahta rahein
Kyu tu mujhse hai yun Khafa
Tujhse hi hai mera vaasta
Tere khayal bas khayalon mein
Beetein yeh din sawalon mein
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Bewajah muskuraaun main
Kyu yuhi gungunaun main
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Aisa ho raha hai mujhe
Aisa ho raha hai mujhe
Tu mera hai ya hai uska
Jo sunn raha uski
Zara sunn bhi le meri kabhi kabhi
Sochu main agar
Doobh jaaun main iss kadar
Inn aankhon mein teri
Tere khayal bas khayalon mein
Beetein yeh din sawalon mein
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Bewajah muskuraaun main
Kyu yuhi gungunaun main
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Dekha tujhe dil kaabu mein rahe na
Har raat yun khwaabon mein rehna
Har dum mulakatein
Bandhi kitni saari baatein
Har pal mere baahon me rehna
Sab sunoon tera manu main kehna
Door tujhse na jaane tu kehna
Samjhi na alfaaz yeh
Badhe tujhse faasle
Afsos inn baaton se haina
Aur yeh dil tu soch zara
Usse dekh na yun hosh gawa
Bahana du main roz naya
Bata yeh mujhe ho kya raha
Tere bin din hote saza
Aise kyu tum hote khafa
Kyu tu roothti yeh toh bata
Ho tu gham me toh du main hasa
Dil mera aaj kal
Apna sa na lage
Jitna Samjhaaun main
Tujhko hi chahta rahein
Kyu tu mujhse hai yun Khafa
Tujhse hi hai mera vaasta
Tere khayal bas khayalon mein
Beetein yeh din sawalon mein
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Bewajah muskuraaun main
Kyu yuhi gungunaun main
Kyun... aisa ho raha hai mujhe
Aisa ho raha hai mujhe
Aisa ho raha hai mujhe
Credits
Writer(s): Muzi Boy
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.