jahan-e-mehboob -
QASEEDA BURDA-SHAREEF BAJI SHEHENAIYAN GHAR GHAR NAAT SHAREEFNEW WITH MUSIC, Vol. 2 - Single
QASEEDA BURDA-SHAREEF BAJI SHEHENAIYAN GHAR GHAR NAAT SHAREEFNEW WITH MUSIC, Vol. 2
Baji shahnaiyaan ghar ghar arab ma chand utaro hai
Julam ke chhat gayo badal ghata rahmat ki barso hai
Sitaron ki tarha nabiyan ne is chanda ko ghero hai
Har ik bhagwan ke ese roop ke darshan ko tarso hai
Gulabi gaal ghungharaai latain suraj se mukhade ko
Najar bhar dekhle koi to sari umr tadpo hai
Maula ya salli wa sallim daiman abadan
Alaa habibi ka khairil khalki kul lihimi
Muhammadun Sayyadul Quoneni was saqlain
Wal fariqaini min arabinw wa min ajami
Tasawwur Bandh kar dil mein tumhara ya Rasool Allah
Khuda ka kar liya humne nazara ya Rasool Allah
Khuda ka wo nahin hona Khuda uska nahin Hona
Jise aata nahin hona tumhara ya Rasool Allah
Khuda hafiz Khuda nasir sahi lekin ye mehsher hai
Yahan to aap hi denge sahara ya Rasool Allah
Koi aamal bakhshish ke nahin lekin mere aaqa
Mein aasi hun magar hun to tumhara ya Rasool Allah
Howal habibul lazi turja Shafaatuhu
Likulli hawli minal ahwali muktahimi
Maula ya salli wa sallim daiman abadan
Alaa habibi ka khairil khalki kul lihimi
Assalam Ae Badshahe, Deeno Duniya Assalam
Assalam Ae mere Aaqa, mere Maula Assalam
Assalam Ae Waqife asrar-e-Haq ilmo amal
Assalam Ae baise takhliqe duniya Assalam
Assalam Ae Shafa-e-Roze Jaza, Roze-e-Qayam
Assalam Ae besaharon ki tamanna Assalam
"Raaz" ke bhi Raaz ka koi madawa kijiye
Assalam Ae dard mandon ke masiha Assalam

Credits
Writer(s): Arif Niazi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- QASEEDA BURDA-SHAREEF BAJI SHEHENAIYAN GHAR GHAR NAAT SHAREEFNEW WITH MUSIC, Vol. 2 - Single
- QASEEDA BURDA-SHAREEF | BAJI SHEHENAIYAN GHAR GHAR | NAAT SHAREEF|NEW |WITH MUSIC|, Vol. 2
- AASTAN HAI YE KIS SHAHE ZISHAAN KA| NEW MANQABAT OF GHOUS-E-AAZAM|
- Aastan Hai Ye Kis Shahe Zishaan Ka New Manqabat of Ghous-E-Aazam - Single
- YAAR KO HUMNE JA-BAJA DEKHA|RAMZAN MUBARAK| NEW SUFI KALAM| 2021 | FULL VIDEO
- QASEEDA BURDA-SHAREEF | MAULA YA SALLI WA SALLIM | NAAT SHAREEF
- Qaseeda Burda-Shareef Maula Ya Salli Wa Sallim Naat Shareef - Single
- Hasbi Rabbi Jallallah New Naat - Single
- HASBI RABBI JALLALLAH NEW NAAT
- YASRAB KA BASAYYA AAYA HAI| MEDINA MUNAWWARA| NEW NAAT E MUHAMMAD | EID MILAD UN NABI SPECIAL|
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.