Superstar
Bachpan se Aik hi khwaab raha
Ke aik din banoon superstar
Dil ki khwahish thi ye ke
Dunya ko hunar dikhaoon ga
Par kuch rukawatein theen
Aur kuch theen ye majboorian
Ke jo mein chahta tha banna
Woh abb mein bann na sakka
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Aankhain hain aabdeeda aap beeti aap likhta
Jaibon me sikkay aur note me jalaa deta
Sarkon ke shor me jab suno kaheen gaana mera
Jaan lena rooh meri hogai hai rangreza
Bacha jo 30 30 ki cassetes khareedta
Wo aaj un casstes ke artist ka pasandeeda
Ruka na bayaan sar pe dhamkiyaan thi jaan ki
Hawaa ke mukhaalif hi apni uraan thi
Yahan Aag se khelna riwaaj mere sheher ka
Aur ghar mera banna hua tinkon ke dher ka
Dil me nichor deta kaaghaz ke dher pe
Mere khoon se naslon ke dur ho andheray
Me wohi sitaara jo roshan hamesha
Me wohi kinaara me wohi andesha
Me wohi sandesa me wohi hun rehbar
Me kuch ka maseeha
Me baqion ka kaafir
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Haathon ki lakeerein meri badlein roz ye
Mein khud apne aapko nahi jaanta Afsos ye
Jahan bhi chaloon mein andhera sa cha jaye
Meri mojoodgi se dukh inke jaag jayein
Toh
Toh abb khush mein akela
Mar gaya mein andhar se
Mar gaya dil mera
Tab hi awaaz mein meri kaala rang koi aesa
Mein utha doon rhongte
Mein rab ka rangreza
Woh dekho taar pe bethi choti si chirya
Woh dhoop dekho paar kare sheeshe ki khirkian
Kaise noor dikhaye dhool ka zarra zarra
Mein rab ka naam loon toh har koi chirchira
Tab hi mere rishte zyada deir tak tikte nahi
Khule dimagh loug mujhe sheher mein dekhte nahi
Qalam ki sayahi ko kaaghaz pe behne do mujhe dukh pasand hai
Mujhe parchayi mein rehne do
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Ke aik din banoon superstar
Dil ki khwahish thi ye ke
Dunya ko hunar dikhaoon ga
Par kuch rukawatein theen
Aur kuch theen ye majboorian
Ke jo mein chahta tha banna
Woh abb mein bann na sakka
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Aankhain hain aabdeeda aap beeti aap likhta
Jaibon me sikkay aur note me jalaa deta
Sarkon ke shor me jab suno kaheen gaana mera
Jaan lena rooh meri hogai hai rangreza
Bacha jo 30 30 ki cassetes khareedta
Wo aaj un casstes ke artist ka pasandeeda
Ruka na bayaan sar pe dhamkiyaan thi jaan ki
Hawaa ke mukhaalif hi apni uraan thi
Yahan Aag se khelna riwaaj mere sheher ka
Aur ghar mera banna hua tinkon ke dher ka
Dil me nichor deta kaaghaz ke dher pe
Mere khoon se naslon ke dur ho andheray
Me wohi sitaara jo roshan hamesha
Me wohi kinaara me wohi andesha
Me wohi sandesa me wohi hun rehbar
Me kuch ka maseeha
Me baqion ka kaafir
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Haathon ki lakeerein meri badlein roz ye
Mein khud apne aapko nahi jaanta Afsos ye
Jahan bhi chaloon mein andhera sa cha jaye
Meri mojoodgi se dukh inke jaag jayein
Toh
Toh abb khush mein akela
Mar gaya mein andhar se
Mar gaya dil mera
Tab hi awaaz mein meri kaala rang koi aesa
Mein utha doon rhongte
Mein rab ka rangreza
Woh dekho taar pe bethi choti si chirya
Woh dhoop dekho paar kare sheeshe ki khirkian
Kaise noor dikhaye dhool ka zarra zarra
Mein rab ka naam loon toh har koi chirchira
Tab hi mere rishte zyada deir tak tikte nahi
Khule dimagh loug mujhe sheher mein dekhte nahi
Qalam ki sayahi ko kaaghaz pe behne do mujhe dukh pasand hai
Mujhe parchayi mein rehne do
Ye parchaiyan theen
Jo saath mein sadda theen
Inn khwahishon ki rah mein
Yun Tanha chala mein
Credits
Writer(s): Haider Omar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.