Adhura-Ek Adhuri Prem Kahani

Tere dil se meri dor bandhi
Teri nazron se mein door sahi
Kuch pura hai ye ishq hamara
Kuch adhura raha to adhura sahi

Meri har baat bhi sach thi sajni
Tenu chode na sakda ya
Zarurat bhi kuch khaas hai lagdi
Mein tenu chode na sakda ya

Kade ni rakhda mein tujhse yun dooriyan
Haaye tere hi to vaste khareed ta tha chudiya
Bhull na jana sohneya

Dil todne ka koi scene nahi
Dil tutt gaya sohneya
Haan dil tutne ka afsos hai ye
Kyun tutt gaya sohneya

Mere har waqt mein shamil tu thi
Kade na mein tujhe chhodunga

Sachcha pyaar kia tha mein
Tujhe kiye the sachche waade
Mein kese kahu kya haal mera
Ye mainu tu samjha de
Haan pyaar kiya tha mene
Nahi kiye the jhute waade
Main chala gaya par paas tere
Ye khudko tu samjhale

Hanjua na dha inn naino se sohneya haaye
Lagda ni mann mere bin tera haaniya
Bol dena sohneya
Sab chhutt gaya tere dil ko
Satana chhod dena sohneya
Haan mein gaya kade vi ni haan
Mein ta tere paas hi hu sohneya

O rab kitna rulaya use kitna satay use
Mein yun use dekh na sakda
Dhalti hai shamein aur chadti hai yaadein
Vash ishq ka zor ni chalda
Meri ta fikar tujhe akhiyan bhi dhundhe mujhe
Tere naal door na jaana
Phir bhi tu shaq kare pichha door tak kare
Das tenu kive samjhava

Rab ne banaya mujhe ikk tere vaaste
Phir kyun bichhad gaye dono ke raaste
Ye gal tu das meinu sohneyaaaa

Sohneya sohneya sohneya sohneya
Sohneya sohneya

Adhuri rahi ye daastan
Ikk din puri bhi hogi
Iss duniya se paray ikk duniya
Teri meri bhi hogi



Credits
Writer(s): Sahil Vyas
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link