Qalam

Aye
Teri yaadein kyun rakhun apne sath mein
Dil bas jale jab rakhun teri baat main
Hosh kyun rakhun jab naa mili tu mulakat mein
Sun jab kahun tujhe dua mat kr iss raat mein

Gum kyun rakhun jab naa dikhe koi mere sath mein
Shikwaa kyun mile jab krun baat teri jazbaat main
Likhdun wo shabd jo tune naa khi raat mein
Intzaar kyun krun jb meri baat naa rkhi tu apne sath mein

Do pal kaa nazaara dekhun jb mile tu kisi raat mein
Ab lge drd tere baat mein
Kyun dekhun tujhe andhere se raat mein
Ab kya pal kaa nazaara dekhun tere iss chaah mein

Qalam hi rakhunga jab...
Qalam hi rakhunga jab
Qalam hi rakhunga jab... tu naa mere sath mein

Qalam hi rakhunga jab...
Qalam hi rakhunga jab
Qalam hi rakhunga jab... tu naa mere sath mein

Kuch baat tere, Jo reh gye mere sath m
Kuch raat bache, ab khojun unhe saare bina mulakat mein
Hosh kyun rkhun jab tu naa mere saath mein
Phir kyun naa manzar hi lge mujhe barbaad main

I thought for long time
Glory and victory is fucking visionary
But i got it, LOVE IS very fragile

Nana nana na
Nanaa

Aye
Kuch mulakatein mene rakhi tere sath
Intezaar kare dil tere bina soye raat
Roj kyun rakhun hosh jab tu naa mere sath
Mann kre dil bss yaad krun teri meri baat

Ab naa bachi waqt inn raah mein
Intezaar ka rakam na chukana pade... khoe raat ye
Bola fir tujhe dua mt kr iss raat mein
Ab dil puche kyun rakha dard inn saalon mein

Ab kya kahun tujhe, naa lage khaas meri baat
Naa rkha tune yaad, tere sapne saare saaz... aaye
Naa rkhe mene raaj, bas bache raat
Karle mulakat, shyd kal naa rakhe apne paas

Peace
Tu naa mere saath mein...
Tu naa mere saath mein...
Tu naa mere saath mein...
Tu naa mere saath mein



Credits
Writer(s): Farhan Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link