Na Mile

Hasta bas chaar din mai ab
Baaki din rote rote ab katey
Karke jhagde maine gaane likhe
Neeche log maarne mujhe ruke

Maar khayi maine bhi thodi ab
Sunke thodi gaaliyan ye jo waqt
Rukta rukta lagraha tu sehle ab
Ye bhi nikal jaayega ho befikar

Log soche ki maine
Na kuch bhi hai seekha
Buri sangat nahi
Mai ladka akela hun
Unki baatein na dikhi
Issliye ladta hun

Log bole ki ye
Ladka nahi hai padhta
Unhone kya dekha
Kitni mehnat mai kar raha
Gaane likhta kyunki
Na likhu toh mar raha

Tu ye bole hum na mile
Aise bhaavnayein ab na mitein
Saari baatein jo ki

Tu ye bole hum na mile
Aise bhaavnayein ab na mitein
Saari baatein jo thi

Dikhta saadharan hi mai toh ab
Kisey hai dikhana mai hun alag
Chaar baatein sunke leta kaanon se
Karta vahi likha jo iss kismat mein

Tune bola na milenge hum kabhi
Baat ye samajh aayi na mujhe
Chalte chalte aa gaya hu shaam mein
Aadatein toh chhuti teri aadat mein

Log soche ki maine
Na kuch bhi hai seekha
Bura waqt chalraha
Mai na darta hun
Insaan hi toh hun
Mai bhi rota hun

Log bole ki ye ladka nahi padhta
Padhke kya karunga
Gaane mai banaaraha
Gaane likhta kyunki
Na likhu toh mar raha

Tu ye bole hum na mile
Aise bhaavnayein ab na mitein
Saari baatein jo ki

Tu ye bole hum na mile
Aise bhaavnayein ab na mitein
Saari baatein jo thi



Credits
Writer(s): Aryan Balani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link