YAADEIN

Aankho mein khwab
Aur khwab mera tum
Mein pareshan pareshani mein khud
Jab betthi pass mujhko teri na kadar thi
Par jabse gayi dur
Mera mit gaya wajood
Mein koshta hu khudko jab bhi yaad teri aati
Mein aakhe band karta aur tu pass chali aati
Har baat hoti thi jo share hamare beech
Par aab baat karne ke liya na rishta bacha baki
Na dard mein dekha hai rona mera
Chahe dardnak par maut dena
Na marne ka mujhe hai shauq laga
Par sone na deta ye dard tera
Tujhe khone baad
Mein soke utha
Thoda rone baad
Mein bhuladu par teri aati hai yaad
Mein jaan bhi dedeta tere liye
Par meri jaan to tu hi thi
Mein samjata haq se jise apna
Meri jaan vo tu hi thi
Na pehle vo aankho mein nami thi
Na kiss bat ki kami thi
Mein dekhu subah sham mujhe najar aati tu hi thi

Yaade mithana chahta mein yaade
Mitana raha hu mein yaade
Mithna paa raha mein yaade
Yaade vooo

Yaade mithana chahta mein yaade
Mitana raha hu mein yaade
Mithna paa raha mein yaade
Yaade vooo

Yaad hai teri baate
Yaad hai tera sath
Yaado mein dooba rahu
Aakhir mein tuna pass
Yaad vo muskurana
Yaad vo hasi lamhe
Yaad vo yaad nhi
Jisme tu na sang hai
Yaad se rishta gehra
Yaado mein tum ho rehte
Din na hota shuru
Jabtak tera naam na lete
Mitaraha hu yaade
Yaade kaha mitthi hai
Gum thoda batnese
Tashali milti hai

Yaade mithana chahta mein yaade
Mitana raha hu mein yaade
Mithna paa raha mein yaade
Yaade vooo

Yaade mithana chahta mein yaade
Mitana raha hu mein yaade
Mithna paa raha mein yaade
Yaade vooo

Na jhoote vo aasu
Na jhoote to hum the
Humne socha pyaar mein nhi
Kamse kam nafrat mein bhi humthe
Sab kehte kya fayada uss ishq ka
Jo kabhi pura na ho saka
Humne kaha ishq to tha
Par ishq ke layak na hum the

Anmol



Credits
Writer(s): Anmol Kadam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link