Hazaron Me

Char din ki chandani fir andheri raat
Chahu mere haathon me tera haath
Haan jeena hai mujhe tere saath
Tera ban jaun mai aaj

Mujhe le chal taaron me
Mai dooba apne sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na

Mujhe dikhe tu taron me, taron me
Mai dooba apne sorrow me, sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na

Vo chahe tujhe kyu mai jaanta
Jab bhi rehti door mera dil nahi maanta
Uh-huh Uh-huh
Tere bina kya wajood mera
Tere bina kya wajood mera
Mujhse door
Jaane kyu
Mujhe pata vo tere paas hai
Hui khata aur bhade faasle

Char din ki chandani fir andheri raat
Chahu mere haathon me tera haath
Haan jeena hai mujhe tere saath
Tera ban jaun mai aaj

Mujhe le chal taaron me
Mai dooba apne sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na

Mujhe dikhe tu taron me, taron me
Mai dooba apne sorrow me, sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na

Mujhe lage mere haathon me bandhi zanjeerein
Tere naam ki mit gayi hai lakeerein
Teri kami mehsoos hoti mujhe to
Teri kami meri saansos ko yun cheene
Dil kahe mera laut aa
Haan jo bhi shikwe hai khair tu bhi bhool ja
Tere bina mai to zara sa bhi khush na
Haan ye jo pyaar tha vo bana kyu hai dhool sa

Char din ki chandani fir andheri raat
Chahu mere haathon me tera haath
Haan jeena hai mujhe tere saath
Tera ban jaun mai aaj

Mujhe le chal taaron me
Mai dooba apne sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na

Mujhe dikhe tu taron me, taron me
Mai dooba apne sorrow me, sorrow me
Tere jaisi na hazaron me
Tu hai meri tujhe maloom hai na



Credits
Writer(s): Shashank Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link