Dil Se Maine Dekha Pakistan (Slow)

Is watan pe jaan o dilqurbaan

Yeh watan hamara
Is watan se pehchaanhamari
Yeh watan hamara
Qurbaniyan kitni de kar aazadi laye
Main to yeh chahoon
Sari duniya hi yeh jaane

Dil se (dil se),

Main ne dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
Dil se (dil se), main ne
Dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

Mera Pakistan,

Jaan o dil qurbaan!

Qurbaniyan kitni de kar aazadi laye

Main to yeh chahoon,
Sari duniya hi yeh jaane

Dil se (dil se), main ne

Dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
Dil se (dil se), main ne
Dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

Dekho kese kese rang rang ke phool khile
Dekho to kesi khushboo
Dheere dheere jese subho se shaam dhale
Jahaan zindagi hai har soo
(zindagi hai har soo)

Phir milenge jese milta
Hai nehr se kinaara
Yoon chalenge jese chalta hai
Zindagi ka dhaara

Mil ke yahan saare
Jaana aage hi chaahain
Jo bhi hain raahain saari
Jeene ki hain raahain

Dil se (dil se), main ne

Dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
Dil se (dil se), main ne
Dekha Pakistan (Pakistan)
Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

Dil se... Pakistan
Jaan se...
Dil se... Pakistan

Jaan se...
Dil se...



Credits
Writer(s): Haroon
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link