Guroor Nai

yeah

ahnnn

yeah

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor yai

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor

mai to apne khayalo main aise dooba tha
main uska mehboob aur kalam meri mehbooba

lafzo se utre mere wo taraane
jo lagte the sunne mai bilkul hi khoonkaar

maine to nahi tha ye bilkul bhi jaana
ke ekdin banega mera ye taraana

taraano se niklega mera ye gaana
taane sunke alfaaz ko chupaana

maine seekh liya
isko maine likh liya
mind pe apne
kalam ki badoolat se

pyaar ka bhookha
mai marta na shohrat pe
yaari pe jaan doon na husno pe aurt ke
na husno pe aurt ke

na husno pe aurt ke

yeah

khayalo ki duniya asiliyat se darti hai
dil se ye zyada to shohrat pe marti hai

niyat ye insaan ki kisi ki na galti hai
isi niyat se to duniya ye chalti hai

khayalo ki duniya asiliyat se darti hai
dil se ye zyada to shohrat pe marti hai

niyat ye insaan ki kisi ki na galti hai
isi niyat se to duniya ye chalti hai

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor

shabdo ka jaal ye hai shabdo ka jaal
seene mai maaron jaise khanjar ka waar

ho ja taiyaar bete aaya tera kaal
maar maar teri kar doon mai laal

trip baji dekh bawa ter mai
shabdo ka bete ye to poora khel hai

teri bete bana doon rail main
jhonny banke haan doon pel main

sale main aaye tere gaane saare bhai raviterayaar nahi karta bakai

chup rahu mai kalam deti gawahi
bin barood bete maine aag lagai

dekh maine ki vibe change
qnki mood mera rangeen hai

mera verse sunkar bawe ter mai
aur tere bande gamgeen hai

scene banaya maine khed ka
khedi bando ku unchi range hai

teaser dekh tere hosh ud gaye film ka meri to dooja e scene hai

scene banaya maine khed ka
khedi bando ku unchi range hai

teaser dekh tere hosh ud gaye film ka meri to dooja e scene hai

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor

hp30 wale bawe saare saath mai mere
himachal ki waadiyo mai fun wo kare

fake bando ko ham bawe fuck na dein
mehnat kare use kabhi luck na kare

scene roke nahi jab tak chak na dein
bawe hame to ab rukna nai

haar maan ke ab bawe jhukna nai
bawe bawe bawe hame rukna nai

scene khedi bane khedi bande saath mai mere
jo sage hai mera wo saath poora dein

confidential beat banaye
ravi khed mai beat ko kill kar de

hosh na raha ab mujhe to khudka hi
kabse to khudse hi khafa hu mai

apni hi dhun ka mai bawe mareez hu
hakeem banu khudko hi dawaa doon main

daga yaad aayi fir uski mujhe
jism to mile pr dil na mile

pr ab dil na ye karta gile
bhoola dil tere mere silsile

i don't wanna go through the past of mine
i'm now busy in making the rhyme

i don't wanna that to waste my time
i'm now busy in doing the sign

yeah
i'm now busy in doing the sign

yeah
i'm now busy in doing the sign

yeah
i'm now busy in doing the sign

i'm now busy in doing the sign

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor yahi

mujhe koi ni haan kala ka hai guroor nai
mujhpe chadha jo music ka hai suroor wahi

lafz jo behte jubaan se unka hai fitoor yahi
ek din mujhe to banayenge mashhoor yahi



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link