AAJ BHI (with Confidential 7)
Aaj bhi maangu tere liye main duaayein is khuda se na jaane kyu?
Aaj bhi khada hu usi jagah pe jahan jana chhod k gayi tu;
Aaj bhi toota sitaare sa dil mera mujhse hi juda hua h kyu?
Aaj bhi khudse hi rootha hu *2
Khudka pata nahi rehta or khudko kosu baaton baaton pe Aaj bhi
Pehle haathon mai jo haath se ab mere haatho mai to wo haath nhi
Saath nhi saath tha jiska us saathi ko paana chahu main to aaj bhi
Kya mujhse rootha hai Aaj bhi?
Kya mujhse khafa hai Aaj bhi?
Aaj bhi tere liye likhu aur gaun gaane tere liye jaana mai Aaj bhi
Aaj bhi tere liye bane ye taraane na jaane kyu AAJ BHI?
Aaj bhi tujhko dhoondta hu main kya tu mujhe dhoonde Aaj bhi?
Aankhein na rona chahe par nam ho jaati hai ye Aaj bhi
Aaye jo khyaal tera dil pooche mujhse sawaal mera
Kaisa hoga jaana jaane haal tera?
Rakhna chahu main khyaal tera
Haatho mai shivas hai or aankhon se jaise moti beh rahe h
Nam aankhein sitaaron ko dekhe lage jaise mujhse wo keh rahe hai
Baatein ye bhool ja tu
Baatein ye bhool ja tu
Baatein ye bhool ja tu
Baatein ye bhool ja tu *2
Par bhoolna na chahu main krna kyu chahu tujhe pyaar ik daffa fir se?
Marna kyu chahu main?
Aur marke bhi tujhme fanna hona chahu firse
Drna na chahu main ye zamaana to jaana hai khokhla Aaj bhi
Tera banna kyu chahu main?
Mere pass is baat ka to jaana jawaab nahi
Jawaab main maangu na bas banna chahu tera jaana main Aaj bhi
Jo meri "khata" thi use sudhaar skta hu jaana kya Aaj bhi?
Aaj bhi dua karu bas tera ho jaun jaana main Aaj bhi
Tera hona hai bas Aaj bhi *2
Lazmi baatein hai ye hona chahu tera jaana main Aaj bhi
Aaj bhi gham jab ho to 2-3 peg lag jaate hai Aaj bhi
Aaj bhi dikhti hai sapno mai to aur teri wo saadgi
Aaj bhi tera hi hai "Ravi"
Aaj tak tera hi tha "Ravi"

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.