Yatharth
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri poorani aadat ka
Ye na jaayegi ye na jaayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri poorani aadat ka
Ye na jaayegi ye na jaayegi
Haa... marte dam tak...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Jab jindagi tera sath chhod jayegi
Tab wahi tera sath nibhayegi
Jab jindagi bewafai dikhayegi
Wahi wahi wafa jataygi
Wo aayegi... wo aayegi...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Koun yaha hai fakeer, aur koun hai badshaah
Mujhe to lagta hai sab yahaa raakh sa
Mout se maine joda hai moh
Aur jindagi ke moh se kam kia vaasta
Hai jo ye raasta dooniya ko lage ajeeb
Par maine to wahi chuna jo mere liye khaas tha
Khushiyon me rotaa me gam me hu haansta
Haan...
Mout ko talaash ke me jindagi ko tarashta
Meri daastan yahi hai meri daastaan
Jindagi ki sachchai se me ni bhaagta
Meri daastan yahi hai meri daastaan
Jindagi se jydaa mera haan haa...
Bhramo me pade ye
Dharmo pe lade ye
Hasee aati mujhe kaisi nadaani me pade ye
Satya se pare aur aham se bhare ye
Moh me jakad ke maya me pade ye
Kyaa leke aaye the haan...
Kya leke jaayege haan...
Maati ke dhele char din me dheh jayege haa
Raam naam ki dhun me tu dhoon kabira
Jab khud ko jaanega tabhi khuda mil payege ha
Ek ram mera jo raaja Ram hai
Ha dooja ram mera wo bada aam hai
Wo mandir me masjid me gurudwaro me
Eid ul fitr me teej tyoharo me
Wo tere aksh me wo har shakhs me
Haa teeja ram basa kan-kan me kshan-kshan badalta wo
Kaal ke sath me nirantar chalta wo
Na uska aarambh na uska ant hai
Wahi sanatan hai wahi anant hai
Kahe kabeera choutha ram teeno se pyaara
Kaise btaau wo to jubaan pe bhi na aa parha
Haa nir-akaar wo ha nirankaar hai
Aaa ahnkaar ko mita uske sahaare
Haa nir-aakaar wo ha nirankaar hai
Na ahnkaar se na laga usi ke naare
Haa nir-akaar wo ha nirankaar hai
Aaa ahnkaar ko mita uske sahaare
Haa nir-aakaar wo haa nirankaar hai
Na ahnkaar se na laga usi ke naare
Wo aayegi wo aayegi...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Bolte insaan lage mitti ke dhele
Phir man me lag gaye vichaaro ke mele
Ki kahaan se aaye hai kahaan ko jaana hai
Kounsi si manzil hai kahaan thikaana hai
Maana ki jo ye safar suhaana hai
Lekin es safar me kho nahi jaana hai
Paana hai jo wo satya hai
Jo es pal bhi hai jo har waqt hai
Haan haan haan...
Wahi satya hai
Jo ish pal bhi hai jo har waqt hai
Haan haan haan...
Wahi satya hai
Jo ish pal bhi hai jo har waqt hai haa
Bahayswaroop sab hona yahaan raakh hai
Bata jag me ke dhariya
Dekhan baat betha kinaare me
Kyun bhatku me es dariyaa
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri poorani aadat ka
Ye na jaayegi ye na jaayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri poorani aadat ka
Ye na jaayegi ye na jaayegi
Haa... marte dam tak...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Jab jindagi tera sath chhod jayegi
Tab wahi tera sath nibhayegi
Jab jindagi bewafai dikhayegi
Wahi wahi wafa jataygi
Wo aayegi... wo aayegi...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Koun yaha hai fakeer, aur koun hai badshaah
Mujhe to lagta hai sab yahaa raakh sa
Mout se maine joda hai moh
Aur jindagi ke moh se kam kia vaasta
Hai jo ye raasta dooniya ko lage ajeeb
Par maine to wahi chuna jo mere liye khaas tha
Khushiyon me rotaa me gam me hu haansta
Haan...
Mout ko talaash ke me jindagi ko tarashta
Meri daastan yahi hai meri daastaan
Jindagi ki sachchai se me ni bhaagta
Meri daastan yahi hai meri daastaan
Jindagi se jydaa mera haan haa...
Bhramo me pade ye
Dharmo pe lade ye
Hasee aati mujhe kaisi nadaani me pade ye
Satya se pare aur aham se bhare ye
Moh me jakad ke maya me pade ye
Kyaa leke aaye the haan...
Kya leke jaayege haan...
Maati ke dhele char din me dheh jayege haa
Raam naam ki dhun me tu dhoon kabira
Jab khud ko jaanega tabhi khuda mil payege ha
Ek ram mera jo raaja Ram hai
Ha dooja ram mera wo bada aam hai
Wo mandir me masjid me gurudwaro me
Eid ul fitr me teej tyoharo me
Wo tere aksh me wo har shakhs me
Haa teeja ram basa kan-kan me kshan-kshan badalta wo
Kaal ke sath me nirantar chalta wo
Na uska aarambh na uska ant hai
Wahi sanatan hai wahi anant hai
Kahe kabeera choutha ram teeno se pyaara
Kaise btaau wo to jubaan pe bhi na aa parha
Haa nir-akaar wo ha nirankaar hai
Aaa ahnkaar ko mita uske sahaare
Haa nir-aakaar wo ha nirankaar hai
Na ahnkaar se na laga usi ke naare
Haa nir-akaar wo ha nirankaar hai
Aaa ahnkaar ko mita uske sahaare
Haa nir-aakaar wo haa nirankaar hai
Na ahnkaar se na laga usi ke naare
Wo aayegi wo aayegi...
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Nasha mujhe meri mout ki mohabbat ka
Wo aayegi wo aayegi
Bolte insaan lage mitti ke dhele
Phir man me lag gaye vichaaro ke mele
Ki kahaan se aaye hai kahaan ko jaana hai
Kounsi si manzil hai kahaan thikaana hai
Maana ki jo ye safar suhaana hai
Lekin es safar me kho nahi jaana hai
Paana hai jo wo satya hai
Jo es pal bhi hai jo har waqt hai
Haan haan haan...
Wahi satya hai
Jo ish pal bhi hai jo har waqt hai
Haan haan haan...
Wahi satya hai
Jo ish pal bhi hai jo har waqt hai haa
Bahayswaroop sab hona yahaan raakh hai
Bata jag me ke dhariya
Dekhan baat betha kinaare me
Kyun bhatku me es dariyaa
Credits
Writer(s): Arpit Jat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.