Waqt

Bhula do mujhe woh pal jo tere sath the
Han waqt bhi toh hamara nahi hath mein
Shaayad mukammal ho na sake
Meri khamoshi padh na sake

Han yaadein teri kabhi the jo meri khushi
Han sath hoke bhi, kyun dur mujhse abhi
Dil ke kone mein hai ek sawaal
Pucho ge hum se kya woh aaj
Ishaq ke aakhir, jo fariyaad
Aarzoo dil ke sun le aaj tu

Tu nahi toh kya hai mera jahaan
Han tham sa gaya hai
Yeah manzar ab yeah yahaan
Han baaton ko tum bhula na paoge
Waadon ko tum nibha na paoge
Ashqon se tum jata na paoge, pyar

Bhula do mujhe woh pal jo tere sath the



Credits
Writer(s): Nomit Thakur
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link