Jo Bhi Tu Chahe
Ye rang badalte waqt aaj surkh surkhiyome
To zard ka dard bhi vyakt meri panktiyome
Aur pyaar ki aag ko kal samjha kam jinhone
Nafrat ka sagar jalaya aaj chang diyone
Galtiyone diya sath jab tajurbe ki talash
Haar na kare hatash bas samay ki karta mang
Banna jo hai likhari to koshishe hai jari
Alsi hote hai apahij to alas to karta kharij
Na sifarish karta kisse
Bas mangta jo mere hisse, kuch chirag ko rehte ghiste
Par mai na chahu ehsaan to mujhse ruthe mere farishte
Sapno ka karja sirpe to mehnat se bharta kishte
Jiske jitne fayde uski utni shikayate (Ha)
Khudko parakhne banaye ye aaine
Par dhunde andhere bhage apni parchhai se
To sheeshe me khamiya kaise dikhai de
Sare karte kasme aur vaade
Kitne hai jo unko nibhade
To tu khudhi khudko banade
Jo bhi tu chahe
Sare karte kasme aur vaade
Kitne hai jo unko nibhade
To tu khudhi khudko banade
Jo bhi tu chahe
Ye panne palte jaise lehre lavz pannope na thehre
Seedhe ruh pe chhode chhap, hai ye rang itne gehre
Shakla ek unghinad mukhaute dete pehre
Bhale dus par Ravan chhupata na vo chehre
Jo jisma jo tilisma karega tujhko bhasma hai
Kuch kisma badle kismate jab bhi utare nazma ye
Seerat se pehle surat, yahi to rasma hai
Todu ye riwaz khudhi ki khudko kasma hai
Jo hui sham inke chhute sare kaam
Aadat hai ye kharab maikhana bana makaam
Sabko pata har jaam par likha uska anjaam
To janab sharab kyu hai badnaam
Zindagi registaan na kafiro se lagav
Maa baap bane ped, vo dhup seh ke dete chhav
Aur hum karna chahe kaid waqt ko sheeshe me
Par vo fisle ret sa to ye lamhe beetenge
Kuch dete dhokhe bhi bina sharam ke
Isliye ab har shaks ko hum parakhte
Jo kare na bharosa mere karam pe
Ye irade sakht hai un ke shak se
Paana hai sab to na bhage kabhi shram se
Daud hamari waqt se par na thakte
Kamyaabi ayi chumne kadam ye
Jo kaabiliyat rakhte hum falak pe

Credits
Writer(s): Rohan Hatekar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Jo Bhi Tu Chahe (feat. Rekoil Chafe) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.