Na Jaane Kyu
Bholi si surat teri woh yaad aaye mujhe
Sapno me tere khoya hu kuch na aur suje
Bholi si surat teri woh yaad aaye mujhe
Sapno me tere khoya hu kuch na aur suje
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bata
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bataa. tu hai kaha bata
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main
Na jaane kyu. na jaane kyu
Sochta raha kya aesi baat ho gayi
Khoobsurat se din badalke raat ho gayi
Sochta raha kya aesi baat ho gayi
Khoobsurat se din badalke raat ho gayi
Chhuaatha tumne mujhko tabse rabne ye kaha
Ab ye dhadkane mehfuz saath ho gayi
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bata
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bataa. hai kaha bata
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main
Na jaane kyu. na jaane kyu
Na jaane kyu. na jaane kyu
Na jaane kyu. na jaane kyu
Sapno me tere khoya hu kuch na aur suje
Bholi si surat teri woh yaad aaye mujhe
Sapno me tere khoya hu kuch na aur suje
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bata
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bataa. tu hai kaha bata
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main
Na jaane kyu. na jaane kyu
Sochta raha kya aesi baat ho gayi
Khoobsurat se din badalke raat ho gayi
Sochta raha kya aesi baat ho gayi
Khoobsurat se din badalke raat ho gayi
Chhuaatha tumne mujhko tabse rabne ye kaha
Ab ye dhadkane mehfuz saath ho gayi
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bata
Dill awara saa... saansein laapata
Darbadar ye dhundte tu hai kaha bataa. hai kaha bata
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main, na jaane kyu tujhe na bhul paya
Main
Na jaane kyu. na jaane kyu
Na jaane kyu. na jaane kyu
Na jaane kyu. na jaane kyu
Credits
Writer(s): Amit Patel
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.