Aakhri Lafz

Dil ki baatein likhu mai ye panne bhar kitaabo mei
Jo likhte padhte sunte khaamoshi se bhari raaton mei
Jo doob raha mai ye tere khwaabo ke talaabo mei
Mai maafi chahta tujhse kyunki aakhri ye lafz hai

Puraani baat hai jo ab bhi dard deti mujhko mere mann mei
Mai leta chaarpai pe aur upar dekho mere chote kamre mei
Mai bol raha hun khudko ki mai bhool gaya hun tujhko pichle hafte se
Lekin waakayi mei sach ye hai ki mai hun band tere chote pinjre mei

Ye rootha sa jo hai dil tera
Ye toota sa jo hai dil mera
Woh gehri baatein woh do mulakaatein
Jo baithe suljhau tere baalon mei gaanthe

Dil ki baatein likhu mai ye panne bhar kitaabo mei
Jo likhte padhte sunte khaamoshi se bhari raaton mei
Jo doob raha mai ye tere khwaabo ke talaabo mei
Mai maafi chahta tujhse kyunki aakhri ye lafz hai

Dil ki baatein likhu mai ye panne bhar kitaabo mei
Jo likhte padhte sunte khaamoshi se bhari raaton mei
Jo doob raha mai ye tere khwaabo ke talaabo mei
Mai maafi chahta tujhse kyunki aakhri ye lafz hai

Yeah, Aakhri ye lafz hai
Yeah, Aakhri ye lafz hai
Aa, aa Aakhri ye lafz hai
Yeah, yeah Aakhri ye lafz hai

Credits
Writer(s): Siddhant Basu
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link