Kahaani (Love story)
Jaagta hun, dil mein khayaal le ke tumhaare
Dhoondhti hain, nazarein tumhe har jagaa
Sochta hun, jagogi sang mere kabhi tum
Rok lunga, lamga wahan
Main meri muskurahat
Kee kya wajaa dun
Meri sanson mein tum
Main chahat kee barish mein bheegta jaa raha hun
Jaadu haii ya koi nashaa
Teri meri, meri meri
Ajab see sardiyon mein dhoop jaisee
Khwaabon ke jharokhon se jhankti kahaanii
Teri meri meri teri
Mehakti pyaar ke daaman mein simatati
Beparwaa hawao mein guzarti kahaani
Ruhein bahaani, Ishq kee zubaani, meri zindgaani tune hee banaani
Khud mein le mila
Kya karun yeh bataa
Dariyadili hee
Mujhpe haii dikhaani
Sufi ho mere ishq kee kahaani
Sun le aye khudaa
Aisee dhun sunaa dey
Main aise gungunaaun
Shaam aur subah mein
Meri dil kee dhadkan
Key tere saamney hee baith key kho gaya hun
Jaadu hai yaa koi saza
Teri meri meri teri
Ajab see mannaton kee reet jaaisee
Beparwaa fizaaon mein goonjti kahaani
Teri meri meri teri
Gazab kee chaandni mein chand jaise
Baadal ke jharokhon se jhankti kahaani
Dhoondhti hain, nazarein tumhe har jagaa
Sochta hun, jagogi sang mere kabhi tum
Rok lunga, lamga wahan
Main meri muskurahat
Kee kya wajaa dun
Meri sanson mein tum
Main chahat kee barish mein bheegta jaa raha hun
Jaadu haii ya koi nashaa
Teri meri, meri meri
Ajab see sardiyon mein dhoop jaisee
Khwaabon ke jharokhon se jhankti kahaanii
Teri meri meri teri
Mehakti pyaar ke daaman mein simatati
Beparwaa hawao mein guzarti kahaani
Ruhein bahaani, Ishq kee zubaani, meri zindgaani tune hee banaani
Khud mein le mila
Kya karun yeh bataa
Dariyadili hee
Mujhpe haii dikhaani
Sufi ho mere ishq kee kahaani
Sun le aye khudaa
Aisee dhun sunaa dey
Main aise gungunaaun
Shaam aur subah mein
Meri dil kee dhadkan
Key tere saamney hee baith key kho gaya hun
Jaadu hai yaa koi saza
Teri meri meri teri
Ajab see mannaton kee reet jaaisee
Beparwaa fizaaon mein goonjti kahaani
Teri meri meri teri
Gazab kee chaandni mein chand jaise
Baadal ke jharokhon se jhankti kahaani
Credits
Writer(s): Jayant Sankla
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.