Suroor

Alwida
Kehta aur phir shuru
Phir batta
Dekhta mein kyun suroor
Din charha
Rekhta par na ghuroor
Abb tu batta
Mein yahan toh kahan hai tu

Jana tha kuch aur bhi na
Bus tere siwa
Abb jab tu hou na saath
Toh kiska raha

Jab mein sochta hoon
Phir kyun rokta Hoon
Apne aapse mein aik baat hi bolta hoon
Jaate huay aik baar
Dekh hi leti mujh ko yaar
Jo bhi tune kiya
Usko jaane diya
Par janegi tu ye aik baat ke

Jana tha kuch aur bhi na
Bus tere siwa
Abb jab tu hou na saath
Toh kiska raha



Credits
Writer(s): Haider Omar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link