Tere Bina Jiya Jaye Na

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na

Bin tere
tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho
Tere bina jiya jaye na

Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushbu aaye
Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushbu aaye
Mehke badan mein raha na jaye
Raha jaye na

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na

Reshmi raatein roz na hongi
Yeh saugatein roz na hongi
Reshmi raatein roz na hongi
Yeh saugatein roz na hongi
Zindagi tujh bin raas na aaye
Raas aaye na

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Bin tere tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho
Tere bina jiya jaye na
Tere bina. hoo.
Jaaye na



Credits
Writer(s): Gulzar, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link