Ai Maalik

Ai Maalik
Ai Maalik
Ai Maalik
Ai Maalik

Ai Maalik tu itna bata
Hai hum se tu kyu itna khafa?
Ai Maalik tu itna bata
Hai hum se tu kyu itna khafa?

Jab bhi kabhi dukh payein hum
Teri sharan hi to aayein hum
Jab bhi kabhi dukh payein hum
Teri sharan hi to aayein hum
Roothha hi raha hum se jo tu
To tu hi bata kaha jayein hum?
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik (Ai Maalik)

Ai Maalik tu zara saham to ja
Bachcho pe tu zara raham to kha
Ai Maalik tu zara saham to ja
Bachcho pe tu zara raham to kha

Mana ke hum nadaan hain
Par teri hi santaan hain (Hmm...)
Mana ke hum nadaan hain
Par teri hi santaan hain
Marzi se teri anjaan hain
Keemat iski kya jaan hai?
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik (Ai Maalik)

Ai Maalik Tu ab maan bhi jaa
Rotey ko ab na aur sataa
Ai Maalik Tu ab maan bhi jaa
Rotey ko ab na aur sataa

Lambi hui kaali raat yeh
Duniya jaley hai aag mein (Aaa...)
Lambi hui kaali raat yeh
Duniya jaley hai aag mein
Ab to daya ki barsaat de
Hum milkar jodein haath yeh
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik
Ai Maalik (Ai Maalik)
Ai Maalik



Credits
Writer(s): Aman Vijan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link