Main Shair To Nahin

Main shair to nahin
Main shair to nahin
Magar aye haseen
jabse dekha
Maine tujhko
mujhko shairi aa gayi

Main shair to nahin
Magar aye haseen
jabse dekha
Maine tujhko
mujhko shairi aa gayi

Main aashiq to nahin
Magar aye haseen
jabse dekha
Maine tujhko
mujhko aashiqi aa gayi
Main shair to nahin...

Pyaar ka naam maine suna tha magar
Pyaar kya hai
yeh mujhko nahin thi khabar
Pyaar ka naam maine suna tha magar
Pyaar kya hai
yeh mujhko nahin thi khabar
Main to uljha raha uljhano ki tarah
Doston mein raha dushmano ki tarah

Main dushman to nahin
Main dushman to nahin
Magar aye haseen
jabse dekha
Maine tujhko
mujhko dosti aa gayi



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link