Soch

Steady, sometimes I don't feel that way
Living like a moon in the sky full of stars
Remembering old times
It be taking all these hours

These times, i wanna cry my eyes out
Enclosed in that big old cage
I wanna, I wanna
I wanna leave it all behind

Raat mai leta kab jaga pata nahi
Soch ka sagar sawaalo ka paani
Khokar hi paana hai sikha kyu cheezo ko
Gufa jawabon ki usme Ghusa nahi
Yaad vo pehli sirf raaton ki thi
Phir phool ke jeevan mai Kaaton si thi
Waaqif zameer ye soche bas roz
Kyu khoje usko sab baaton mai hi
Muddal insaan phir kyu badnaam
Nashe ka teer Paison ki Kamaan
Busdil Samaaj zamana ka dosh
Insaan ka taaro pe naam
Haan bhaaga ab chalta hu sapne mai mere
Yaad vo din suhaane jo thehre
Taaro mai dekha toh dikhte hai chehre
Kali raaton ko kardete sunhere
Apnon se bhi ab kiya sawaal
Akele rehna chahta hu yuhi
Haan Khokar Jinko na ab mile jawaab
Kisso pe apne likhdu ek movie
Ab roz hi rha mai Khudko haan kos afsoos hai Samay ka bojh hamesha mai Soch
Mai kaise ab leta hai kaha vo josh
Hosh kho betha ab khanabadhosh
Kahani ke kholu tarazu mai
Baaju mai bethu phir kisse the chalu
Paalu bhasad na sambhalu ab khud ko
Maanu Bhavishya kundli ka Mitadu

Chaand naa depata tuje ujala
Insaan kyu bethaab ghamand khaara
Taaro se karz mai roshni leta
Phir tu toh dharti ka ek banjara
Kehte the saare haan Daulat hai peer
Maariz the Shauhrat ke daulat hai teer
Hafiz ke kadam bas bante zanjeer
Qareeb bhi hoke haan karte hum Rees



Credits
Writer(s): Prabhsimar Sandhu
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link