Sab Jagmag

Toote bartan aur toote
Sapnei behte sab roothe
Apne aur karzoe mein sab
Teire ghar girwi pe par
Satte sab Dilli pe hai
Jeeta Shahrukh kyun fir yeh
Khaata toh tha hi khaali
Cirket ni girgit hai yeh
Kaise jodu main paise
Firse bechu kya ab mein
Sadkoe ki dehshat hai yeh
Jeeye kya, dal dal hai yeh
Karze mein doobu ya fir, maathe pe katta rakhke
Khush Reh tu, Roe mat pagle
Aansoo kya hai iss jag mein?

Jagmag sab jagmag jagmag
Jalte halaat hi aag mein
Malik ke bande hum sab
Par paisa roshni aankh pe
Paisa chain ki saans hai
Dard ka yeh hi ilaaj hai
Phir kyun puju main paththar
Sapnei choone ki aans hai

Jagmag sab jagmag jagmag
Jalte halaat hi aag mein
Malik ke bande hum sab
Par paisa roshni aankh pe
Paisa chain ki saans hai
Dard ka yeh hi ilaaj hai
Phir kyun puju main paththar
Sapnei choone ki aans hai

Saanp aur sapere dekho
Behte bathere yeh toh
Maamu madari yahan pe
Bandar sab chelle
Aur velle saare yeh khele
Jaise galiyo ke mele
Inke haath dekho maile
Maathe mein kitne jhamele inke

Thehloe mein botal sharaab ki
Kismat ek rishwat Aam si
Yeh hi sadkoe ki shanti
Tihar se ghar ki waapsi
Agar Malik hota sahi to
Kyun nahi Jungle mein shanti?
Agar Upar Waala hi sahi toh
Galti yeh insaan ki Aam si

Thehloe mein botal sharaab ki
Kismat ek rishwat Aam si
Yeh hi sadkoe ki shanti
Tihar se ghar ki waapsi
Agar Malik hota sahi to
Kyun nahi Jungle mein shanti?
Agar Upar Waala hi sahi toh
Galti yeh insaan ki Aam si

Thehloe mein botal sharaab ki
Kismat ek rishwat Aam si
Yeh hi sadkoe ki shanti
Tihar se ghar ki waapsi
Agar Malik hota sahi to
Kyun nahi Jungle mein shanti?
Agar Upar Waala hi sahi toh
Galti yeh insaan ki Aam si

Jagmag sab jagmag jagmag
Jalte halaat hi aag mein
Malik ke bande hum sab
Par paisa roshni aankh pe
Paisa chain ki saans hai
Dard ka yeh hi ilaaj hai
Phir kyun puju main paththar
Sapnei choone ki aans hai

Jagmag sab jagmag jagmag
Jalte halaat hi aag mein
Malik ke bande hum sab
Par paisa roshni aankh pe



Credits
Writer(s): Sumit Roy
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link