Machla
Yaar bana bhi
Pyar kara bhi
Jaane ab kis wait mein latka hoon
Chali kahani kahan ye toh pata ni
Jo chale kahoon main speakeron mein gum hoon yun
Khidkiyon se karu guftugu
Ghoorein sab main jab chup rahu
Bhool kyu jaata mere raste hoon
Chutkula yeh mere vash mein loon
Aankhon mein chhipi hai aarzu
Dil sudharta na main kya karu
Darna mat main tera raaz hoon
In universe ji ka khaas hoon
Sangeet par main phisla
Likh yeh ghazal main nikhra
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Dil ne jo dil ko pakda
Mistake phir main samjha
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Toorjo call pe, "Nanku kidhar hai?"
Chal tu raste mein Bhakti ka ghar hai
Kapde chakh pehn rakkha Prakhar hai
Surya ast, yeh mast safar hai
Haath chhatak ke tod di hathkadi
Chaabi ghumai toh ye dhadkanein chal padi
Sapne dekhe the jo sun bhi hoon pa raha
Khud ko chahne ko geet yeh ga raha
Yaar bana bhi
Pyar kara bhi
Jaane ab kis state mein atka hoon
Chali kahani kahan ye toh pata ni
Chashme chamka doon yeh raste bana doon
Seema paar curiosity
Pic toh loon main iss raat ki
Saath chaliye mere aap bhi
Soch mein hain kis baat ki
Dikh rahi hai ab ek dagar
Haath chhod mera dil pakad
Tat pe baithe hum raat bhar
Badhe aage baat vishwaas par
Sankoch par main phisla
Likh yeh ghazal main nikhra
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Dil ne jo dil ko pakda
Mistakes phir main samjha
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Pyar kara bhi
Jaane ab kis wait mein latka hoon
Chali kahani kahan ye toh pata ni
Jo chale kahoon main speakeron mein gum hoon yun
Khidkiyon se karu guftugu
Ghoorein sab main jab chup rahu
Bhool kyu jaata mere raste hoon
Chutkula yeh mere vash mein loon
Aankhon mein chhipi hai aarzu
Dil sudharta na main kya karu
Darna mat main tera raaz hoon
In universe ji ka khaas hoon
Sangeet par main phisla
Likh yeh ghazal main nikhra
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Dil ne jo dil ko pakda
Mistake phir main samjha
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Toorjo call pe, "Nanku kidhar hai?"
Chal tu raste mein Bhakti ka ghar hai
Kapde chakh pehn rakkha Prakhar hai
Surya ast, yeh mast safar hai
Haath chhatak ke tod di hathkadi
Chaabi ghumai toh ye dhadkanein chal padi
Sapne dekhe the jo sun bhi hoon pa raha
Khud ko chahne ko geet yeh ga raha
Yaar bana bhi
Pyar kara bhi
Jaane ab kis state mein atka hoon
Chali kahani kahan ye toh pata ni
Chashme chamka doon yeh raste bana doon
Seema paar curiosity
Pic toh loon main iss raat ki
Saath chaliye mere aap bhi
Soch mein hain kis baat ki
Dikh rahi hai ab ek dagar
Haath chhod mera dil pakad
Tat pe baithe hum raat bhar
Badhe aage baat vishwaas par
Sankoch par main phisla
Likh yeh ghazal main nikhra
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Dil ne jo dil ko pakda
Mistakes phir main samjha
Chalaa, chalaa, chalaa, chalaa
Main chalaa, main chalaa
Machla, Machla
Credits
Writer(s): Udbhav Acharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.