Do Hazaar Bees

Paas hoke bhi rahe door door
Piyaar me thay kitne majboor
Na din ki khabar na raat ka pata
Kuch to kami thi

Tu bulati rahi par na aa saka
Na urr saka main na main tairr kay teray paas
Ek Yehi aas reh gayi dil main

Khuwabon me teray reh ke bhi main
Kyu tujsey juda tha?
Bura ho waqt chahey jitna
Katt hi hai jataa

Saal wo kuch ajeeb tha Do Hazaar Bees ka
Piyaar maine tujsey kar liya
Mera dil tha pareshan main bhi thora hairan
Waqt kaisa hamne chun liya

Saal wo kuch ajeeb tha Do hazaar Bees ka
Piyaar maine tujsey kar liya
Mera dil tha pareshan main bhi thora hairan
Waqt kaisa hamne chun liya

Kehndi you're so complicated
Rehanda nhi tu jaded

In saari fikroon main
Our love is getting faded

Kaisey tujko ye pata tha
Tha thora ghabrata, mera dil hai zara ye kamzoor

Saal wo kuch ajeeb tha Do Hazaar Bees ka
Piyaar maine tujsey kar liya
Mera dil tha pareshan main bhi thora hairan
Waqt kaisa hamne chun liya

Kaash phir ham milain ek naye saal main muskura kay
Phool phir khilkhilaien
Chirya yun chehchahaien
Hoon baharain

Ham bhi phir gungunaien, baarishon me nahaien
Sabb bhulakey

Dil ki baatein na chupaien
Dil khol kay bataiyen
Tumse piyaar haii

Saal wo kuch ajeeb tha Do Hazaar bees ka
Piyaar maine tujsey kar liya
Mera dil tha pareshan main bhi thora hairan
Waqt kaisa hamne chun liya

Saal wo kuch ajeeb tha Do hazaar Bees ka
Piyaar maine tujsey kar liya
Mera dil tha pareshan main bhi thora hairan
Waqt kaisa hamne chun liya



Credits
Writer(s): Uzair Jaswal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link