Intezaar

Khaali khaali in raahon mai
Teri hi yaaden he mujhko aati hai
Bunday Ye banke barsaaton ki mere rubaru kyu aa jaati hai

Sawan ki ye pal pal boonde
Dekhe jinko aankhen munde
Is pal mein bhi tujhko dhunde
Aei mere saajna

Har pal bas tera hi khayaal
Sang hone ka kyu ehsaas
Sang jeene ki tujh bas mujhme pyaas

Intezaar karna hai bas tera yahaan
Jeena nahi mar jaana tere bina(2)

Ghadi ghadi intezaar
Ghar ke neeche khada mai

Galli Galli ghuma mai toh
Pass hoke kyu judda mai

Ratein Jaga
Din mai na soya,janne kya hua hai

Barsaat mai baitha tere yaad mai
Mera Rizla kahan hai

Kalam mere chalkey na dey
Usko darr kahenn sach na likhdey
Kyunki
Raaz Kayi Chipe Ye Sabko Pata Hai
Aur Aaj bhi jaan hum tujh par chidhke

Bhid ke dil se sehna seekha hai maine
Bhid ke rab se jeena sikha hai maine
Dil se dil Tak awaaz nahi pahunchi
Kyuki Intezaar nahi karna seekha tune!

Intezaar Karna Hai Bas Tera Yahan
Tere bina jeena nahi
Jeena nahi mar jaana tere bina

In khali sadko pe ye dil mera bhatak raha hai
Is dil mein kyu itna dard seham raha hai
Kyun tere bin iska jeena kaabil na ho
Kyun tere sang iske jeene ki taakat badhti ho

Intezaar karna hai bas tera yaha
Jeena nahi mar jaana tere bina

Mujhe yaad hai hr vo din
Guzre tere sang
Aur din vo tere din
Badle tune rang

Sabar ke ye fal
Katne mushkil pal
Hota na Sabar
Tyaar lge kabar

Tujhe tk aye khabar
Chd gya jigar
Sang tere idhar
Sabar hai khidhar

Ab kr rha safar
Hota na zikarb
Is baat ki hai fikar
Tu aaye To jauna bhikhar

Intezaar Kar Tu Ab Bas Mera Waha
Tu thikana mera aur tu hi jahaan
Intezaar Karta hu Main bas tera yahan
Jeena nahi mar jaana tere bina!



Credits
Writer(s): Manan Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link