Humsaye

Dekhte jahan me hai tujhsa haseen kaha
Barishein h aani jo bagano mai sukhe sama
Mehfilo me tere
Hai kami kisi ki
Dhoondhna lazmi ooo
Hai sadayein dil ki
Poochun mai oo khudaya
Kese use banaya
Nigaho se bulaya
Apna bnaya

Oo humsaye inayatein hai teri
Hn roshni ki numaishein h teri
Boliyo si khas hai
Aasmaa hai bheega
Chandani hai raton mai
Tu jo hai mera

Jesa bhi hu mai
Wesa hi rahun
Kehta mai chalun
Sunta hai kahan
Mera jo hua
Kese ye hua
Barishein hain dhoop mai
Tune jo chuaa
Rangon mai patangon mai
Tera hi hai nasha
Jana hai zamana piche
Kehta hai bada
Sara mai hu janta
Razdaan mai tera
Khushiyo ki tu manzilein
Rastaa mai tera oooo

Ooo humsaye inayatein h teri
Hn roshni ki numaishein h teri
Boliyo si khas hai
Aasmaa hai bheega
Chadani hai raton mai
Tujo hai mera
Tu jo hai mera



Credits
Writer(s): Sonam Negi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link