Khwaab

Raaton ko palkon pe leke
Tu kyun hai
Apni hi lau se khafaa
Hazaaron mein ginti hai
Neendo ki silvatein
Tere takiye par kahaan
Baadal ki kashti pe baithe
Tu kyun hai
Neeche zameen se daraa
Udne ke khwaabon mein
Pankh ye faylaa ke
Tu mitti se ho bewafa

Labon pe do shadbh hai
Gamo pe jo focus kar toh
Ho bas chall kapat hai
Labon pe do kash hai
Jo kare prakop ye tere
Ruthe mann ka radd hai
Labon pe kya shikhast hai
Jazbaat Jawaab mein
Par aap naa maane
Maange paryaapt saboot
Kabool
Ye kuch naa kare
Bas liye labon pe
Ye dard ke shabdh hai
Ye dard ke shabdh hai

Raaton ko palkon pe leke
Tu kyun hai
Apni hi lau se khafaa
Hazaaron mein ginti hai
Neendo ki silvatein
Tere takiye par kahaan
Baadal ki kashti pe baithe
Tu kyun hai
Neeche zameen se daraa
Udne ke khwaabon mein
Pankh ye faylaa ke
Tu mitti se ho bewafa

Waada karna meri fitrat mein nahi
Warna kehdeta tujhse ke hoga sab thik
Zyada kehne ki agar fursat
Tujhse yu ho nahi
Toh sanaate mein
Hum dono thik
Yu hi

Raaton ko palkon pe leke
Tu kyun hai
Apni hi lau se khafaa
Hazaaron mein ginti hai
Neendo ki silvatein
Tere takiye par kahaan
Baadal ki kashti pe baithe
Tu kyun hai
Neeche zameen se daraa
Udne ke khwaabon mein
Pankh ye faylaa ke
Tu mitti se ho bewafa

Ulte paaon unn jagah jaa
Khel wo daaon jisne tu dara
Ulte paaon unn jagah jaa
Khel wo daaon jisne tu dara
Tu
Tu
Raaton ko palko pe leke tu kyun hai
Tu



Credits
Writer(s): Arindam Chakraborty
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link