SHUKR

Pair hai zameen pe aur soch asmaan ke upar
In sab se hum kabil toh maante shukar
Na rakhte yakeen hum insanon ke upar
Jo baithe khilaaf pareshan the mu par
Tu phati toh phati bol kaam se mukr
Yahan matlab se zyada hai jaan ki fikr
Bhedchali me pehchaan gayi bikhr
Par hum hai alag karne aaye hai zikr

Peshana alagse
Na hoga ye baatein shamajhle
Boht saari cheezein hai aani
Par jo hai vo bhi pakde kas ke
Aur baat agar aayi kuch
Chhodne peeche toh I'm not interested
Please usko kehna mat challenge
That shit is something I just did

Kal banta hoon desh ka
Kavi is new age ka
Kehte vo toh izzat na mili
Toh tera imaan tune kyu becha
Poochte hai kyu beta
Iss choti pe kyu baitha
I got a few haters
Lekin vo iss niyam iss jue ka

Pair hai zameen pe aur soch asmaan ke upar
In sab se hum kabil toh maante shukar
Na rakhte yakeen hum insanon ke upar
Jo baithe khilaaf pareshan the mu par
Tu phati toh phati bol kaam se mukr
Yahan matlab se zyada hai jaan ki fikr
Bhedchali me pehchaan gayi bikhr
Par hum hai alag karne aaye hai zikr

Nikle hum paidal aur manzil hai top
Saath nahi chalpaye ban gaye opps
Banna tha kabil toh kam kiye shauk
Vo kehte vo pagal chal hum bhi hai boht

Dekhke kala ko mazak karte
Aur jab muddal bane toh tab haath Badte
Hoga toh abhi se maaf karde
Kyu ki tumlog ki izzat hum jhaat Karte

Ban gaye berehem
I couldn't care again
Put myself there again
Kabhi na aye

Jeera mai tere bin
Khushi dekh chehre pe
Likhta mai tere pe
Kameena mai

Mujhpe ye sorahe,
Aakhri neend inki,
Hype ye banate par
Hoti vo 3 din ki

Aye yahape toh karna
Hai scene chindi
Jaaye yaha se toh
Rakhenge yaad

Pair hai zameen pe aur soch asmaan ke upar
In sab se hum kabil toh maante shukar
Na rakhte yakeen hum insanon ke upar
Jo baithe khilaaf pareshan the mu par
Tu phati toh phati bol kaam se mukr
Yahan matlab se zyada hai jaan ki fikr
Bhedchali me pehchaan gayi bikhr
Par hum hai alag karne aaye hai zikr



Credits
Writer(s): Niraj Erande
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link