PayPhone (feat. Sushmita Naidu & Asthra)
Dikhta dhundhla bhi nai wo ho chuka hai dur itna
Hadd e nazar tak dikhti khudki hi barbaadi hai
Karta gumraah bhi wo hi aur puche kyun ho gumm itna
Zaalima tere liye bane hum sharaabi hai
Dard ka yeh tohfa khushi khushi hai qubool haseena
Apni toh aadatein pehle se hi nawabi hai
Jaa jaane ki puri tarah de di azaadi
Lekin ye batati jaa ki hum mein aisi kya kharaabi hai
Mai jee raha mar marke uss tak pohoncha do khabar ye
Dil ko dafnaya chhati mein jaise qabar ye
Tujhe na paa kar bhi fikar teri iss baat pe fakhar hai
Dil jaane ki tu aayegi nai fir bhi karta sabar ye
Kaise mai tujhse do pal mein anjaana bann gaya
Pohonch na paaya tu mai wo thikaana bann gaya
Jhooti mohabbat bewafa zamana bann gaya
Zikar se tere aaj aur ek gaana bann gaya

Credits
Writer(s): Rohit Chakraborty
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: PayPhone (feat. Sushmita Naidu & Asthra) - Single >
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.