Kiska Rasta Dekhe
Kiska rasta dekhe aye dil aye saudayi
Meelon hai khaamoshi barson hai tanahaai
Bhuli duniya kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi
Fir kyon aankh bhar aayi
Kiska rasta dekhe aye dil aye saudayi
Koi bhi saaya nahin raahon men
Koi bhi aega na baahon men
Tere liye mere liye koi nahin rone waala
Jhuthha bhi naata nahin chaahon men
Tu hi kyon duba rahe aahon men
Koi kisi sang mare aisa nahin hone waala
Koi nahin jo yun hi jahaan mein baante peer paraai
Kiska rasta dekhe aye dil aye saudayi
Tujhe kya beeti hui raaton se
Mujhe kya khoyi hui baaton se
Sej nahin chita sahi jo bhi mile sona hoga
Gayee jo dori chhuti haathon se
Lena kya chhoote hue saathon se
Khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga
Na koi tera na koi mera
Fir kis ki yaad aayi

Credits
Writer(s): R. D. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.